Speed Post kya? hai speed post kaise kare?
Speed Post kya? hai speed post kaise kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Speed Post kya hai” agar
aap bhi Speed Post ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi
article padh rahe hain.
Speed post ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post
ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samjh aye.
Aapne internet par speed post ke bare mein to Suna hoga
lekin bahut Sare log Speed Post ke bare mein Nahi Jante Speed Post kya hai
speed post Kaise kaam karta hai agar aapko bhi Speed Post ke bare mein Jankari
nahi hai to aap is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Kyunki hum aap ko batane
Wale Hain Speed Post kya hai?
Speed Post kya hai?
Speed Post ki shuruaat 1986 Mein hui thi. Lekin speed post
main aap bahut Sare badlav hue hain Speed Post Indian Postal department ki
service hai.
Speed Post ki service bothi fast hoti hai Saman ya post ko
delivery hone mein 7 se 8 Din lag Jate Hain Tu
is main 2 se 3 Din lag Jate Hain.
Speed Post kaise kare?
Speed Post karne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko
follow Kare.
Sabse pahle Speed Post karne ke liye aap apne parcel Ya post
ko ek lifafe Mein pack Karen.
Uske baad aapko Jahan Par post bhejna hai UN Dono address ko
saaf saaf likhe.
Address Dene Ke Sath Hi Jise post kar rahe hain Unka mobile
number bhi likh sakte hain Taki koi bhi Pareshan ho to phone par pata kar sake.
uske baad aapko postoffice jakar Post Office ke counter par
Apna lifafa dena hai. wahan par aap ke lifafe ka wajan liya Jayega. aur wo Kitni Dur bhejna hai uske anusar aap
se charge Kiya Jayega.
To Is Tarah Se aap Speed Post kar sakte hain.
Speed Post kaise check Kare?
Agar aap apna Speed Post check karna chahte hain ya uski
tracking karna chahte hain to aap Speed Post number se Pata kare.
Speed Post check karne ke liye sabse pahle aap ko Indian
Postal department ki website par Jana Hoga Wahan par aapko Speed Post ki tracking
ki Suvidha Milenge.
Wahan par aapko consignment number milega.
Aur uske Neeche ke option Mein captcha enter Karen aur
search button par click kar Iske baad aap apne Speed Post ko track kar sakte
hain.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apna Speed Post check kar
sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Speed Post kya hai” aur
Speed Post check Karne Ka Tarika Agar aapka is article se related Koi Sawal hai
to aap Hamein comment Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne doston ke saath social media par
share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah
article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur
Bataye.
agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Speed Post kya? hai speed post kaise kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 20, 2019
Rating: