Digital signature kya hai? digital signature kaise banaye?
Digital signature kya hai? digital signature kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “digital signature kya hai” agar
Aap Bhi digital signature ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul
sahi post padh rahe hain.
Digital signature ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is
post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh
Aaye.
Aaj ke Samay mein agar hame koi kaam hai To Hamari signature
bahut Jaruri Hoti Hai jaise ki Bank check Sarkari documents jinpar Hamari
signature bahut Jaruri hoti hai. lekin aaj ka digital Jamane Mein digital
signature aap apne signature ko secure kar sakte hain.
Sabse pahle Hum Jaan Lete Hain Ki digital signature kya hai?
Digital signature kya hai?
Digital signature Hamari Pehchan Hoti Hai Jis Ke dwara Hum
Apni important cheezo ki Suraksha Pradhan karte hain lekin Hamare in signature
ka koi bhi Insaan nakal kar sakta hai aur Hamari important chijoka galat use
bhi kar sakta hai.
Digital signature ya Ek mathematical Technology hoti hai jo
software message digital document ki authority your integrity Ko pehchanta Hai.
Digital signature Bahut secure hoti hai isme aap kisi ke
signature ki copy nahi kar sakte Kyunki uske andar aap ki bahut sari Jankari
hoti hai. jisse aapka email aapke naam ke sath Ek privacy ki aur pin Milta Hai
Jab tak aapke paas hota hai tab tak aapka digital signature surakshit rehta
hai.
Digital signature kaise banaye?
Digital signature banane ke liye sabse pahle Digital
Certificate ki jarurat Hoti Hai digital signature certificate authority ke
dwara prabhavit Kiya jata hai.
CA digital certificate ko generate Karke usse digital
signature banaker aapko provide Karta Hai digital signature banane ke liye
aapko CA course fees Deni hoti hai aur ise banne ke liye ek Saptah Tak time
lagta hai.
Online digital signature banane ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap Google ki search main main create signature
online type Karen uske baad Aap Ke Samne result open hoga wahan par aapko
mylivesignature wali website ko kholna hoga.
Uske baad aapko apna Name enter karna hoga Jiska aap
signature banana Chahte Hain aur next word click kar de.
Uske baad aapko font ka style Chuna hai aur next per click
karna hai.
Uske baad aapko signature ka size select karna hai aur next
per click karna hai.
Uske baad aapko signature ka slope select karna hai matlab
aap signature ko Kitna tedha ya Sidha Rakhna Chahte Hain uske baad next Karen.
Uske baad aapko signature ke liye colour ko select karna
hoga Uske bad next per click Karen.
Uske baad aap ki signature Puri ho jayegi yah Se download
karne ke liye click here to download per click Karen.
Digital signature Kaise kaam karta hai?
Digital signature main aapko generated public key ka use
karna Hota Hai digital signature ko Har vyakti use nahin kar sakta ise sirf
authorise vyakti ki use kar sakta hai.
Digital Certificate kya hai?
Digital Certificate ka use online internet ki madad se Alag
Alag work ke liye Kiya jata hai.
Digital Certificate mein Har Jankari rehti hai Jaise pin
code email country aur certificate Jari karne ki date.
Digital Signature or Digital Certificate mein kya
difference hai
Digital signature ka use Kisi documents ko verify karne ke
liye Kiya jata hai aur Digital Certificate ka use Kisi website ke trust ko
verify karne ke liye Kiya jata hai.
is article Mein Humne Dekha “digital signature kya hai”
aur “digital signature kaise banaye” Agar aapka is article se related
Koi Sawal hai to aap Hamein niche comment box Mein Jarur Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Digital signature kya hai? digital signature kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 20, 2019
Rating: