Yono App kya hai? yono SBI app kaise download Kare?
Yono App kya hai? yono SBI app kaise download Kare?
Hello friends Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Yono app kya hai” agar aap
bhi yono app ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post
padh rahe hain.
yono app ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak Pade taki aap ko Har Jankari acche se Samajh Mein Aaye.
Yono ek Android application hai is app ko State Bank of
India Ne Banaya Hai. agar aap apne mobile se online banking use karna chahte
hain to aap is app ka use kar sakte hain.
Yono App Ki madad se aap apne account ko apne mobile se
handle kar sakte hain. agar aap Kisi Ko online money transfer karna chahte hain
to aap apne mobile se Badi aasani se kar sakte hain aapko Bank Jane ki jarurat
nahi hai.
Yono SBI kya hai?
Yono SBI app ek Android App hai jise SBI Ne Banaya Hai is ka
pura naam You only need one Hai is group mein aap SBI par digital account open
kar sakte hain.
Is application ki madad se aap online payment kar sakte hain.
jaise online shopping medical bill payment or bahut Sare bill payment aap
aasani se kar sakte hain.
Yono SBI app ko kaise download Kare?
Yono SBI app Ko download karne ke liye aap Google Play Store
par Chale Aaye Aur wahan se yono app ko aasani Se download kar sakte.
Yono SBI app me register kaise?
Agar aap online banking ki Suvidha use nahi karte to koi
baat nahin aap apne debit card ka use Karke online banking ka use kar sakte
hain. to Jante Hain yono SBI app register kaise kare.
Sabse pahle aap is app ko khole aur existing customer option
Dikhai Dega us par click Karen.
Uske baad do option Dikhai Denge Agar aapki internet banking
id nahi hai to aap I don't have internet banking ID par click Karen Agar aapki
internet banking id hai to I have internet banking ID par click Karen.
I have a internet banking ID par click karne par aapko Apne
ATM card ki details ko feel karna hai Sabse pahle Apna ATM card number enter
Karen Fir aap ki ATM ka pin Dale aur submit par click Karen.
Uske bad SBI username or password enter Karen aur submit
button per click Karen.
Agar aap password ke Bajaye MPin se login karne ke liye use
karna chahte hain to Mpin ke term and condition ko achche se padh le aur iski
checkboxfor click Kare.
Uske baad aapko 6 digit ka MPin set karna hai login karne ke
liye aap Mpin ka use kar sakte hain.
Uske bad aapki registered mobile number Par OTP aayega use
enter Kare aur next per click Karen.
To Is Tarah Se aap Yono app register Karke uska use kar
sakte hain.
Yono SBI app ke features?
Yono app har mobile ko support karta hai aap ise apne mobile
mein download karke aasani se use kar sakte hain.
Aap Bina Kisi paperwork ke free mein personal loan approval
kara sakte hain.
Yono SBI app ke fayde
Agar aap yono app se Khata kholte hain to 5 lakh rupay Tak
ka durgatna Bima Diya jata hai.
Account kholne ke baad apko platinum card Diya jaega.
Yono SBI app for account kholne ke baad aapko Bank ki sari
facility milegi.
Is article Mein Humne Dekha “yono SBI App kya hai”
aur “yono SBI app me account kaise banaye” Agar aapka is post se related
Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Puche.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah post kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari post ke update Pana chahte hain to aap
Hamari post “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna
bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Yono App kya hai? yono SBI app kaise download Kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 19, 2019
Rating: