Android phone ki battery save karne ke 6 tarike


Android phone ki battery save karne ke 6 tarike




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Android phone ki battery save kaise kare” agar aap bhi apne phone ki battery save karna chahte hai to aap bilkul sahi post kar rahe hain.

 
Android phone ki battery save karne ke 6 tarike
Android phone ki battery save karne ke 6 tarike

Android phone ki battery save kaise kare Iske baare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru se leke end Tak pura Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Smartphone company apni customer ke liye smartphone Mein naye naye features add kar raha hai jisse customer ko fayda ho sake lekin bahut Sare smartphone aise hi jinmen battery backup Jyada Nahin Hai kuch Android phone Aise Jename mein battery backup achha hota hai lekin bahut sari smart phone mein battery backup ka bahut badi pareshani hai. lekin Aaj hum aapko battery save karne ke tarike batane Wale Hain.



Agar aap aap bhi Apne Android phone mein battery save karna chahte hain ya aap ko nahi pata battery save kaise kare ya battery save Karne Ka Tarika kya hai to aap is article ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain battery save karne ke 6 tarike.



To Chaliye Jante Hain Android phone ki battery save karne ke 6 tarike.



Android phone ki battery save karne ke tarike




Original battery charger



Jab aap apne phone ko charge karte hain is Samay aap apne phone ko original charger Se Hi charge Karen original charger se battery charge karne se battery life badhta hai aur battery-powered bhi badhta hai.



Charge karte samay mobile ka use Na Kare



Jab aap mobile charge karte hain is Samay aap mobile ka use na Karen ise aap ki battery jaldi kharab ho jati hai aur battery backup bhi kam ho jata hai.



Uninstall application



Agar aapne bahut Sare application Apne smartphone Mein install Kiye Hain Jo ki aap ke Kaam Ki Nahin Hai To Unhe aap uninstall kar sakte hain jis ki vajah se aap ki battery save ho jayegi.



Set brightness



Aap apne smartphone Mein brightness ko auto ki bajaye use manual set Karen Taki aap ki battery backup Jyada mile.



Overload kam kare



Agar aapne phone mein bahut jyada song movies application install Kiye Hai to use uninstall Karen Jiski vajah se aap ki battery backup save Hota Hai.



Mobile scan kare



Agar aapke mobile mein virus hai to aap use scan Karen mobile scan karne se aapka mobile fast work Karega aur aap ko battery backup bhi accha milega.



To Is Tarah Se aap apne phone ki battery save kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “smart phone ki battery save kaise kare” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Android phone ki battery save karne ke 6 tarike Android phone ki battery save karne ke 6 tarike Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 19, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.