Phone se document Kaise scan kare?


Phone se document Kaise scan kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “apne phone se document Kaise scan Kare agar aap bhi apne phone se document scan karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Phone se document Kaise kam kare?
Phone se document Kaise kam kare?

Android phone se document Kaise connect Kare Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Aajkal hum smartphone mein bahut sari cheeje kar sakte hain. jaise message karna videos banana photos kheechna video editing karna video call karna bahut sari chij Hum smartphone ki madad se aasani se kar sakte hain lekin aap apne document Ko Bhi Apne smartphone Mein scan karke rakh sakte hain.



Agar aap ko nahi pata ki phone se document kaise scan Karen ya phone me document Kaise save Kare to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aapko btane Wale Hain phone mein document kaise scan karen Karen.



To chahiye Jante Hain phone se document kaise scan kare.



Phone se document Kaise scan kare




Apne smartphone se document scan karne ke liye aapko Ek application download karna hoga aur use application ka naam hai “cam scanner Android”.



Sabse pahle aapko apne phone mein Google Play Store se is application Ko download karna hoga jo ki bilkul free hai.



Download hone ke baad is application ko install Kare aur use open Kare uske baad aapko kuch intraction Dikhai Degi. Aapko skip kar dena hai.



Aur application ke home page par aa jana hai wahan par aapko kuch option Dikhai Denge aapko camera ka icon dikhega use par tab Karen.



Uske baad camera open hoga aur aap jis document ka photo Lena Chahte Hain Ya scan karna chahte hain use document ko achi Tarah Se set Karen taki photo Sabhi Tarah Se Sahi Aaye aur uske baad photo khiche.



Photo lete hi aapko photo par 6. Nazar aaenge in. Ki madad se aap photo ko andar document ko select kar dijiye.



Isme aap apne document ko crop bhi kar sakte hain.



Uske baad aap apne document ko save kar sakte hain. aur iska PDF file bhi bana sakte hain is document ko share karne ke liye aap ko Upar share ka button Dikhai Dega use per click Karen.



Is Tarah Se aap apne phone se document scan kar sakte hai.



Is post Mein Humne Dekha “phone se document Kaise scan kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Phone se document Kaise scan kare? Phone se document Kaise scan kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 19, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.