Blogspot me SEO friendly setting kaise kare?


Blogspot me SEO friendly setting kaise kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “blogspot ko SEO friendly Kaise banaye” agar aap bhi Apne blog ko seo friendly banana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Blogspot me SEO friendly setting kaise kare?
Blogspot me SEO friendly setting kaise kare?

Blogspot ko SEO friendly kaise banaye Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru se leke and Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se samajh Aaye.



agar aap ek blogger hai ya blog banana soch rahe hain to aapko Apne blogspot me kuch setting karna Hota Hai aur aapki blog par traffic Aata Hai.



Blogspot ko SEO friendly kaise banaye




Apne blogspot ko SEO friendly banane ke liye niche batayega process ko follow Karen.



Apne blog ko SEO friendly banane ke liye blogger mein bahut sari settings hoti hai use settings ko aap acche se set Karke Apne blog ko SEO friendly bana sakte hai.



Sabse pahle aap ko Apne blogger Mein Meta tag Lagana Hota Hai joki 150 character Ka Hota Hai. Isme aap apne blogger ke bare mein likh sakte hain.



Uske baad custom page not found iska prayog kab Hota Hai Jab aapki blog Se Koi page delete ho gaya hai aur woh Google mein index Hua pada hai aur koi post ko hota hai to use ke message hoga woh aap custom page not phone mein likhte Hain.



Uske baad crawls and indexing yeah sabse best feature hai is me aap apne post co index kar sakte hain Apne blog ko SEO friendly bana sakte hain lekin aapko is main kuch bhi Galti Nahin karni hai Nahin to Aapka page search engine se Hata Diya jayega.



Uske bad custom robots.txt ismein aap Google search console ko yah batate Hain ki aapke blog mein kaun sa page index hua aur kaun sa index nahi hua hai ya Bahut accha feature hai.



To Is Tarah Se aap apne blogspot ko setting kar sakte hain aur apne blogspot ko Google Mein rank kar sakte hain.



is article Mein Humne Dekha “blogspot ko SEO friendly kaise banaye” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment kar ke Jarur Bataye.



agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Blogspot me SEO friendly setting kaise kare? Blogspot me SEO friendly setting kaise kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 03, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.