computer or laptop me screenshot Kaise le


computer or laptop me screenshot Kaise le




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “computer or laptop main screenshot Kaise Le” agar aap bhi Apne computer se screenshot Lena Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
computer or laptop me screenshot Kaise le
computer or laptop me screenshot Kaise le

Computer or laptop me screenshot Kaise Le Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Jab Hum computer ya laptop par koi kaam karte hain to Hamein screenshot lene ki jarurat hoti hai lekin aap Nahi Jante ki screenshot Kaise lete hain ya screenshot lene ka tarika kya hai to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain laptop or computer main screenshot Kaise le.



Computer or laptop me screenshot Kaise le




computer and laptop me screenshot Lena bahut Aasan hota hai aap bahut hi Aasan tarike se computer aur laptop ka screenshot Le sakte hain.



Apne computer main screenshot lene ke liye niche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Sabse pahle aapko Jis file ya document ka screenshot lena hai use khole.



Uske baad aap ke computer mein keyboard se printscreen ka button Hoga use press Karen.



Uske baad paint software ko khole aur Control + V button press Karen.



uske baad aap ka screenshot paste hoga aur aap use aasani se save kar sakte hain aur use folder mein daal sakte hain.



Is Tarah Se aap apne computer aur laptop ka screenshot Le sakte hain.



Laptop me kin software se screenshot le




Apne computer ya laptop me screenshot lene ke liye bahut Sare software available hai jaise ki marker, greenshot, light shot  in software ki madad se aap apne computer ka ya laptop ka Karan shot Le sakte hain.



To Is Tarah Se aap Badi aasani se apne computer ya laptop ka screenshot Le sakte hain or save kar sakte hai.



Is article Mein Humne Dekha “computer aur laptop screenshot Kaise le” aur “computer screenshot lene ka tarika” agar aap ka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

computer or laptop me screenshot Kaise le computer or laptop me screenshot Kaise le Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 03, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.