BookMyShow kya hai? BookMyShow app kaise download Kare?
BookMyShow kya hai? BookMyShow app kaise download Kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane wale hain “BookMyShow kya hai” aur “BookMyShow
app kaise download kare” agar aap bhi BookMyShow ke bare mein Jankari Jana
Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
BookMyShow ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post
ko Shuru se leke end Tak pura Pata Taki aap Har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap movie dekhne ke liye theatre Mein Jaate Hain aur
wahan se ticket Lena chahte hai to aap ko line Mein Khada Hona padta hai koi
Baar To Aisa Hota Hai ticket bhi khatam ho Jate Hain.
Lekin ab aap online ticket book kar sakte hain Jisme aap
apni Manpasand seat pa sakte hain aur aap ko line Mein Khade hone ki jarurat
nahi hai aap apne mobile se movie ticket book kar sakte hain.
To Jante hain BookMyShow kya hai aur BookMyShow kaise
download Karen.
BookMyShow App kya hai
Yeah Ek application Hai is application ki madad se aap apne
mobile se movie ticket book kar sakte hain.
is application Se movie ticket book karna bahut Aasan hai aap apne
smartphone Se Badi aasani Se movie ticket book kar ke Manpasand seat Pa sakte
hain.
To Jante hain BookMyShow app kaise download Karen.
BookMyShow app kaise download Kare
BookMyShow app download karne ke liye niche batayenge
process ko follow Karen.
Sabse pahle aapko BookMyShow is official website par jana
hai aur wah se Android application download karna hai.
Uske baad is application ko install Karen aur is application
ko khole.
BookMyShow app kaise use Kare
BookMyShow App use karna bahut Aasan hai aap ise aasani se
use kar sakte hain aur movie ticket book kar sakte hain.
Sabse pahle aap ko isse application main registration karna
hai.
Uske baad aapko logo Ke Baad pick region ka option aayega is
option mein aap apni city location select Karen.
Uske baad aap ki screen par kuch option aaenge aapko inmein
se movie ticket per click karna hai aur next movie par click karna hai.
Uske baad aapko latest movie ki list Dekhenge Aap Jo Bhi
movie dekhna Chahte Hain Uske Neeche book ke option par click Karen.
Uske baad aapko date selet karna hoga ki aap kaun si movie
dekhna chahte hain aur Unse theatre mein dekhna chahte hai uske bad time set karna
hoga.
uske baad aapko kitne ticket chahiye Hua select Karen.
Uske baad apna mobile number aur email id enter Karen.
uske baad ticket type select Karen.
Uske baad payment ke upar click Karen ab aapko payment
option Dikhai Denge to aap payment option select Karke payment Karen
To Is Tarah Se aap apni movie ticket apne mobile se Badi
aasani se a book kar sakte hain.
BookMyShow application ke fayde
Isme aap apne ghar se online ticket book kar sakte hain.
Aap ko ticket lene ke liye line Mein Khada rehne ki jarurat
nahi hoti hai.
aap is main apne nazdiki theatre ko aasani se search kar
sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “BookMyShow App kya hai” aur
“BookMyShow app Se Kaise ticket book Kare” Agar aapka is article se related Koi
Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
BookMyShow kya hai? BookMyShow app kaise download Kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 05, 2019
Rating:
