Google optimize kya hai? Google optimize tool kaise use kare?
Google optimize kya hai? Google optimize tool kaise use kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
Ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Google optimize kya hai” agar aap
bhi Google optimize ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
Google optimise kya hai Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke
liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche
se samajh Aaye.
Google best search hai Google ke bahut Sare product Hai.
Jiska Kafi Jyada use Kiya jata hai Google optimize Tool Google ka split testing
tool hai ya blogger Chahta Hai Ki uska blog sabse Behtar Ho uske liye wah Koi
Taki testing Karta Hai Unse A/B testing sabse useful hai.
Google optimize best tool hai ya aap ki website par plugin
karta hai aur aap ko Apne content code deliver karne mein vibhinn tereko ke
sath experiment karne me Saksham banata hai.
To Aaiye Jante Hain Google optimise tool kya hai.
Google optimize tool kya hai
Google optimize Tool Google create free website AB tool hai
jo direct aapke Google Analytics account mein Juda hota hai yeh website
designing Optimisation main wordpress developer ki help karta hai yeh Google ka
latest website testing aur experimental help se A / B experiment Karke Apne
website ko improve kar sakte hain.
Google optimize tool kaise use kare
Google optimize tool use karna bahut Aasan hai aap ise bahut
aasani se use kar sakte hain niche batayenge process ko follow karke aap ise
use kar sakte hain.
Sabse pahle aap analytics se Jude Google account mein login
Karen Uske bad Google Analytics website Par Jaye aur free version use karne ke
liye start for free par click Karen.
Analytics account ko Google optimize se connect karne ke
liye right side mein link to Google Analytics section par click Karen aur link
property par click Karen.
Ab aap ko jis analytics property ko Google optimise se jodna
hai use select Kare aur Skip for now link button par click Karen.
Ab Ek popup Windows khulega usme aap ko Gate snippet par
click karna hai.
Uske baad Aap Ke Samne Ek pop windows khulega Jisne aapko
Google Analytics tracking code Hoga usme aapko do code Milenge 1 optimize
plugin aur dusra Google Analytics tracking code.
Isme aapko 1 ya dusre code ki jarurat hoti hai aap aap pahle
wale code ko Apne blog mein add analytics code mein add kar de ya dusre wale
code se replace kar de.
Next button par click Karke agale page par Yaha par Google
aapko sujhav deta hai ki aap ki variety contain ko Dekhe iske liye page snippet
ko Chupane Waliye code add kar de aap Chahe to usko aap apne Andar Se head main
add kar sakte hain aur uske bad next buttonpar click Karen.
Is Tarah Se aap Google optimize use kar sakte hai.
Is article Mein Humne Dekha “Google optimize tool kya hai”
agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment
Mein pooch sakte hain.
Agar aap Hamari website ke updates pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeh post kaisa laga
aap me Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye Apna bahumulya Samay
dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Google optimize kya hai? Google optimize tool kaise use kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 15, 2019
Rating:
