Video ko compress kaise kare? video ki size kam kaise kare?
Video ko compress kaise kare? video ki size kam kaise kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “video ko compress kaise kare”
agar aap bhi apni video ko compress karna chahte hain to bilkul sahi post padh
rahe hain.
Video Compress kaise kare Iske bare Mein Sabhi Jankari jane
ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har Jankari
acche se samajh Aaye.
Agar aap apni video ki size kam karna chahte hain aur aap ko
nahi pata ki video ki size Kaise kam Kare ya video ko compress kaise kare to
aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain Video Compress
kaise kare.
Agar aap HD camera Se video banate hain uski size bahut badi
ho jati hai agar aap uski video ki size kam karna chahte hain to aapko Video
Compress karna Jaruri Hota Hai.
Agar aap apni video ko Kahi upload karna chahte hain lekin
uski size Jyada hone ki Karan aapko upload karne mein bahut Adhik pareshani
Hogi lekin Aaj hum aapko Aasan Tarika batayenge jis ki madad se aap apne videos
ki size bahut kam kar sakte hain.
To chahiye Jante Hain video ka size kam kaise karen aur
video ko compress kaise kare.
Video ko compress kaise kare
Video ki size kam karne ke liye Aaj Hum Aap ko bahut Aasan
Tarika bataiye Jisme aap apni video ki quality me koi badalav na karke use
Chhota kar sakte hain.
Video size kam kaise kare
Video size kam karne ke liye niche batayega process ko
follow Karen.
Sabse Pehle Aap Ko Apne smartphone Mein Ek application
download karna hoga use application ka naam hai video converter. Is application
ko aap Play Store se aasani se download kar sakte hain.
Download hone ke bad is application ko install Kare aur uski
bad is application ko khole.
Uske baad aapko trim and compress par click karna hai. Uske
baad aap is video ko select Kare jisse aap compress karna chahte.
uske baad aap video ka resolution 320p set Karen aur import
icon par click Karen.
Uske baad save to gallery par click karna hai.
Aap ka Video Compress Hona Shuru hoyega aur uske baad aap is
video ka use kar sakte hain To Is Tarah Se aap apne video ko compress kar sakte
hain.
Video ki size kam kaise kare
Agar aap apni video ki size kam karna chahte hain to uske
liye aap ko ek application download karna hoga aur use application ka naam hai “resize
video” yah application aap ko Play Store Par aasani Se Mil Jayega.
Is application Ko download karke install Kare aur uske baad
aap is application ki madad se apne video ki size kam kar sakte hain aur use
save kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “video ko compress kaise kare”
aur video ki size kam kaise kare Agar apka is article se related Koi Sawal
hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa laga
aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Video ko compress kaise kare? video ki size kam kaise kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 05, 2019
Rating:
