Facebook videos or photos kaise download Kare?


Facebook videos or photos kaise download Kare




Hello friends Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. "Facebook videos photos kaise download Kare" agar aap bhi Facebook videos ya photos download karna chahte hain. to aap bilkul sahi article padh rahe ho.


Facebook videos or photos kaise download Kare


Jab Bhi hum Facebook par Jaate Hain To Wahan par Hamein bahut Sare videos photos dekhne ko Milte Hain. lekin Hum UN photos ya videos Ko download karna chahte lekin fb Mein photos videos Ko download karne ka koi option nahi hota.



Lekin Aaj hum aapko is post mein Facebook videos Kaise save kare ya "Facebook videos kaise download Kare" yeh sari Baatein is post Mein batayenge. To is post ko Shuru Se Lekar and Tak pura padhe. Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Fb videos or photos kaise download Kare




Facebook videos or photos download karne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Kare.



Sabse pahle aap apne Facebook account mein login Karen. Facebook video download karne ke liye aapko Facebook video ka URL pata karna hoga.



Aapko video ka url pata karne ke liye computer mein Mouse right click karna hoga aur wahan se url copy karna hoga.



Facebook video ki link copy karne ke baad apko Neeche Bataye Gaye site par jakar use wahan par pest karna hoga.



Facebook videos download karne ke liye websites.



Www.facebookvideoz.com



Www.fbdown.net



Aap in website ki madad se Facebook video download kar sakte hain.



Uske liye aap ko sabse pahle FB down.net website par jana hai uske baad aapko jo video download karna hai uski link past karna hai aur download par click karna hai.



Uske baad Aap Ke Samne Ek new page khulega isme aap ko video ki quality select karna hoga.



Uske baad aap ka FB video download hona Shuru hoga. To Is Tarah Se Badi aasani se aap FB video download kar sakte hain.



Facebook photos kaise download Kare




Facebook photo download karne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Kare.



Sabse pahle aap apne Facebook account mein login Karen uske baad Jo photos download karna hai us par click Karen.



Uske baad isme aapko tag photo option ke paas option ki link par click karna hai uske baad aapko usme kuch aur option Milenge isme aap sabse upar download ki link par click Karen uske baad aapko next page par kuch option dikhenge yeah option aapko image Ke Neeche ki side mein dekhenge.



Uske baad aap ke laptop mein ek box khulega iss main aapko download Photo ke final option notification Dikhai Dega ismein show file par select Kare aur ok a per click Karen.



Ab Aap Ne Jo photo select Kiya Hai vah photo download hona start ho jaega.



Is Tarah Se aap Badi aasani se fb Photo Ko download kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha "Facebook videos kaise download Kare" aur ISI ke sath Humne Yaha bhi dekha "Facebook photos kaise download Kare" Agar aapka koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website "onlinehelp2019" ki updates Pana Chahte Hain. To aap aap Hamari website ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Facebook videos or photos kaise download Kare? Facebook videos or photos kaise download Kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on March 31, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.