Instagram account deactivate kaise kare?
Instagram account deactivate kaise kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Instagram ko deactivate kaise Karen”
agar aap bhi Apne Instagram account ko deactivate karna chahte ho to aap bilkul
sahi post padh rahe ho.
Apne Instagram account ko deactivate karne ke liye aapko is
post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padna Hoga Taki aapko Har Jankari acche se
samajh Aaye.
Instagram Ek popular app hai isme bahut Sare log account
banate hain aur is use karte hain. Lekin bahut Sare log Instagram account ko
deactivate karna chahte hain lekin Woh ye nahi Janti ki Instagram account ko
deactivate kaise kare.
Agar aap Instagram account ko deactivate karna chahte hain
to aapko Instagram Mein Do option Milenge Pehla option hai aap Instagram account
ko permanently delete kar sakte hain ya FIR aap account temporarily delete kar
sakte hain.
Instagram account deactivate kaise kare?
Apne Instagram account deactivate karne ke liye aap ko
Neeche Bataye Gaye process ko follow karna hoga.
Agar aap apne Instagram account ko temporarily delete karna
chahte hain to aapko Neeche bataiye Gaye process follow karna hoga.
Sabse pahle aap apne mobile ya laptop mein Instagram ko
khole aur apne account mein login Karen.
Uske bad profile icon par click Karen aur edit profile
option per click Karen.
Ab Aap Ke Samne sabse Neeche Ek option aayega temporarily
disable my account ka us par click Karen.
Uske baad Aap Ke Samne aur ek option aayega ki why are you
deleting your account aapko Ek reason select karna hoga.
Uske baad aapko Instagram ka password dalna Hoga aur
temporarily disable account per click karna hoga.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne Instagram account ko temporarily
delete kar sakte hain aur next time Fir se login Karke aap Instagram account ko
activate bhi kar sakte hain.
Instagram account permanently delete
Apne Instagram account ko permanently delete karne ke liye
aapko Neeche Bataye Gaye process ko follow karna hoga.
Instagram delete karne ke liye aapko Apne computer mein
Instagram account login karna hai Kyunki account delete karne ke liye only
browser ka use Kiya Jata Hai Instagram app mein yeah option available nahi hai.
Sabse pahle Instagram ke go to delete your account page ko
khole aur apni Instagram id aur password dalkar login Karen.
Uske baad why are you deleting your account per click Kare
aur ek reason select Karen aur Instagram ID ka password enter kare.
Uske baad permanently delete my account ka option show Hoga
use per click Karen aur aapka Instagram account permanently delete ho jayega.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne Instagram account ko
permanently delete kar sakte hain. aap apne Instagram account ko delete karna
chahte hain to aap is process ko Jarur follow Kare aapko bahut madadgaar sabit
Hoga.
Is post Mein Humne Dekha how to delete my Instagram account
in Hindi Agar aapko is post ke bare mein koi Sawal hai to aap Hamein Neeche
comment box Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update karna chahte hain to aap
Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar
sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Instagram account deactivate kaise kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
March 28, 2019
Rating: