Amazon par shopping kaise kare?
Amazon par shopping kaise kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Amazon par shopping kaise kare”
agar aap bhi online Amazon par shopping karna chahte hain to aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
Is digital Duniya Mein Har Koi Ghar Baithe online shopping
karna Pasand karta hai aap Ghar Baithe Har chij online Manga sakte hain.
Agar aap bhi online shopping karna Pasand Karte Hain ya
online shopping karna chahte hain aur aap ko nahi pata ki online shopping kaise
karte hain to aaj ki post mein hum aapko batayenge aap Amazon se shopping kaise
kar sakte hain.
Amazon se shopping karne ke liye is post ko pura Padhe taki
aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Apne mobile se online shopping karne ke liye aapko Amazon app
download karna hoga aur Amazon app se online shopping karna hoga. lekin aap ko
nahi pata ki Amazon se shopping kaise karte hain to aaj aap janenge Amazon se
shopping kaise kare.
Amazon se shopping kaise kare
Amazon se shopping karne ke liye aapke paas ek smartphone
aur internet connection Hona zaroori hai aap Ghar Baithe online Amazon se koi
bhi Saman Manga sakte hain iske liye Hame paise dene hote hain aap ka saman
aapke ghar par deliver kar diya jata hai.
Amazon se online shopping karne se aap ka samay bach jata
hai. aapko market jaane ki jarurat nahi hoti aap Ghar Baithe Apne smartphone se
online shopping kar sakte hain.
Amazon bahut hi popular E-Commerce Company hai jo ki world
mein famous hai. Amazon India mein bhi bahut badi badi sale karta hai Amazon ke
cash on delivery ki Suvidha India ki lagbhag Har Jagah par hai.
Amazon se shopping Karne Ka Tarika
Amazon se online shopping karne ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap ko apne mobile mein Play Store ko kholna hai
aur wahan par search karna hai Amazon application aur wahan se Amazon
application Ko download karke install karna hai uske baad aapko registration ke
option par apna mobile number or Gmail dalkar Amazon account banana hai.
Uske baad aapko jo product order karna hai use product ko
aap ko search karna hoga search karne ke liye aap ko Upar search box mein Apne
product ka naam dalna hoga.
Aapne Jo product search kiya hai usme se aap ko jo product
achha Lage use select Karke wahan par aapko Product Ke details Dikhai Jayegi
product ki kimat, product description Sara chij aapko wahan par mil jaega.
Agar aap use product ko kharidna Chahte Hain to buy now Upar
click Karen.
Uske baad add to cart option ke dwara a product code list
mein dekh sakte hain Ek Sath bahut Sare product ko kharid sakte hain.
Amazon par payment kaise kare
Amazon par aap payment 3 Tarah Se kar sakte hain.
Cash on delivery
Net banking
Debit card credit card
Aap online transaction bhi kar sakte hain yeah aap cash on
delivery bhi kar sakte hai.
To Is Tarah Se aap Amazon Se Badi aasani se shopping kar
sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “online shopping kaise kare” ya
Amazon se shopping kaise kare Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to
aap Hamein Neeche comment box mein Jarur Puche.
is article ko aap
apne doston ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari
unko bhi pata chal sake. aapko yah article kaisa laga aap hame Neeche comment
box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Amazon par shopping kaise kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 17, 2019
Rating: