Ration card Kaise banaye? Ration card banane ke liye kya kya documents Lagte Hain?
Ration card Kaise banaye? Ration card banane ke liye kya kya documents Lagte Hain?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein doston Aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “ration card kaise banaye”
agar aap bhi apna rashan card banwana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh
rahe hain.
Ration card banwane ke liye kya kya document Chahiye yeh
abhi hum is post mein batayenge Puri Jankari pane ke liye is post ko Shuru se
leke end Tak Pade tha ki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap apna ration card banana Chahte Hain To aap is post
ko padh kar Ghar Baithe online Apna ration card bana sakte hain. ration card
Hamari Pehchan Hoti Hai Jinke Paas apni Pehchan ka dusra Koi Sadhan nahi hai
unke liye ration card bahut jaroori Hota Hai.
Is post mein hum aapko ration card kaise banate hain aur
Agar aapko bhi Ration Card banwana hai to aap is post ko pura padhe Taki aap ko
sari Jankari acche se mile To chahiye Jante Hain ration card kaise banaye.
Ration card ke liye apply kaise kare?
Online ration card kaise banaye agar aap Nahi Jante aur aap
ko nahi pata ki online ration card ke liye Kaise apply Kare to aap Neeche
Bataye Gaye process ko follow Karen.
Ration card aavedan process
Sabse pahle aap apne City ke circle office par Jaaye wah
aapko ration card form Milega koi bhi vyakti ration card form Le sakta hai iske
liye aapko kuch payment karna hota hai. BPL customer Ko Yaha free Hota Hai.
Form Summit karte samay aapko Apne Parivar ke a Mukhiya
vyakti ke 3 passport size photo attach karne hote hain yeh photo government
implied dwara attach hone chahiye aapke ghar ka permanent address Dena Hota Hai
agar aap rent par rehte hain to aapko apna rent agreement Lagana Hota Hai.
Ration card ke liye kya kya document chahiye
Ration card apply karne ke liye Neeche Bataye Gaye document
ki jarurat hoti hai.
Aadhar card
PAN card
Electricity bill
Address proof
Parivar ke Mukhya sadasyon ka passport size photo
(3photo)
Voter ID card
Aur apni personal identification ke liye Neeche batayenge
documents Laga sakte hain.
10th marksheet
Passport
Birth certificate
Ration card ke Prakar
Antyodaya ration card
Yeah ration card sabse Garib Pariwar Ko Diya jata hai jinki
income bilkul bhi theek Nahin Hoti Hai berojgar aur logo ko Unki sthiti Dekh
Kar Ye ration card Diya jata hai jo ki Peele Rang Ka Hota Hai in Sabhi Pariwar
on ko government dwara 35 kg anaj diya jata hai.
BPL Ration card
Is Ration card ko Garibi Rekha ke neeche wale log Aate Hain
Jinhe yeh ration card Diya Jata Hai. jinki income 10000 se kam hai unko yeh
ration card Diya jata hai aur use rashan card ka colour Nila, Lal, Gulabi Hota
Hai aur in Sabhi Parivaar on ko 25 se 35 kg Anas government dwara pradan Kiya
jata hai.
APL ration card
Jo Parivar Garib Rekha ke upar Hai Unhe yeh ration card Diya
jata hai. is Ration card ka colour Narangi Hota Hai is Ration card ke liye
adhiktam Aaye nirdharit Nahin Hai in Sabhi Parivaar ko 15 kg Tak anaj diya jata
hai.
Ration card banane ki Niyam
Ration card banane ke liye kuch Niyam bhi Hote Hain Jo ki
Neeche Bataye gaye hain.
Ration Card ki dukano ko CSC Se jodne Ka Faisla Kiya Gaya
Hai Ration Card ki Yojna Mein ration ki dukaan par birth certificate, caste
certificate, income certificate, electricity bill, PAN card or mobile ke
recharge ki Suvidha Di Jayegi.
Ration ke liye biometric machine ka upyog Kiya Jane lagega
ration dealer par Saman dusri dukaan par bhejna ka aarop Lagta raha hai to
ismein biometric machine Se Chori ko rok Lagegi.
BPL Ration card dharak Labh
India mein BPL card dharak ko bahut Sare Labh Milte Hain agar
Jinke Paas BPL card Hai to anudan Yojana ke antargat Labh Le sakta hai.
Iske Alawa below poverty line card holders co bank se bhi
kam interest Ki Dar Par loan ki Suvidha mil Jati Hai.
Is post Mein Humne Dekha “ration card kaise banaye”
Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box
Mein comment Karke Jarur Bataye.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari Humko Bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Ration card Kaise banaye? Ration card banane ke liye kya kya documents Lagte Hain?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 18, 2019
Rating: