Backlink kya hai? do follow backlinks kya hai? nofollow backlinks kya hai?
Backlink kya hai? do follow backlinks kya hai? nofollow backlinks kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mai doston Aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “backlink kya hai” agar aap bhi
backlink ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh
rahe hain.
Backlinks ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is port ko
Shuru Se Lekar end Tak pura pade taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap ek blogger hai aur aap apne blog ya website se
paise Kamana Chahte Hain To aapke blog ko Google mein Rang karna hoga. Apni
website ko Google mein jaldi se Rang karne ke liye aapko backlinks banana hota
hai jo ki bahut hi Zaroori Hota Hai.
To aaiyeJante hain backlink kaise banate hain ya backlinks
kya hai yeh sari Jankari pane ke liye is post ko Pura padhe.
Backlinks kya hai?
Jab Kisi Ek webpage kisi dusre web page par link Juda rehta
hai to use backlink kehte hain.
Agar koi popular website par bahut Adhik visit Rehte Hain
agar aapne aap ki site ka link Diya Hai To visitor use site par Aate Hain To wo
aapki site par bhi aaenge To Is Tarah Se backlink kaam karta hai.
Facebook se back link kaise banaye?
Sabse pahle aapko apna Facebook account kholna hai uske baad
Apne Facebook account mein login karna hai.
Uske baad aap apne Facebook par Apne website se related koi
bhi ek page Banakar use par apni website ka link add Karen.
Uske baad aap ki Facebook page par jitne bhi visiter Rahenge
wah Sare aapke website par aa jayenge.
Dofollow backlinks kya hai?
Do follow link aap ki website ki ranking badhane Mein madad
karta hai dofollow backlinks Hamare website ke liye bahut hai Zaroori Hota Hai.
nofollow backlinks kya hai?
Agar aap nofollow backlinks create karte hain to use Link ko
search engine index nahi karta ise Kuch Khaas fayda nahi hota. Nofollow
backlinks aap ki website ki ranking badhane Mein Koi madad nahin karta.
Quality backlinks kaise banaye?
Quality backlinks banane ke liye Neeche Bataye Gaye tarike
aap follow kar sakte hain.
Guest post
Aap Kisi popular website par guest post likh sakte hain
jisse aapko dofollow backlinks Milega aur aapka website jaldi rank hoyega.
High quality content
Apni website ko jaldi Rang karne ke liye aap high quality
content likhe jisse aap ke visitor badh Jayenge aur aap ki ranking bhi bahut
jald badh Jayenge.
Comment kare
Aap dusron ke website par comment kar sakte hain jisse aapko
backlinks Milta Hai.
Is Tarah Se backlink kaam karta hai backlinks Banakar aap
apni website ki ranking Bada sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha “backlinks kya hai” aur “backlink
banane ke tarike” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap
Hamein comment Karke pooch sakte hain.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hai to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Backlink kya hai? do follow backlinks kya hai? nofollow backlinks kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 30, 2019
Rating: