Computer speed Kaise Badhaye?
Computer speed Kaise Badhaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein dost aaj
kis post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “computer ki speed Kaise Badhaye”
agar aap bhi Apne computer ki speed Badhana Chahte Hain To aap bilkul sahi post
padh rahe hain.
Apni computer ki speed badhane ke liye sport ko Shuru Se
Lekar end Tak pura par deta ki aapko her Jankari acche se samajh Aaye.
Is digital Duniya Mein computer ka use Har Jagah Kiya Jata
Hai Chahe office ho ya bank, Hospital Ho Har Jagah computer ka use Kiya jata
hai. agar aap bhi computer ka use karte hain aur aap ka computer slow chal raha
hai aur aap kaam karne ke liye Pareshan ho gaye hain to aaj ki post ko pura
Pade is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain computer ki speed Kaise Badhaye.
Computer ki speed Kaise Badhaye
Apne computer ki speed badhane ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Agar aapne computer mein Aisi game install ki hai jo ki High
Quality hai ya aapne aisa koi software install Kar Ke Rakha Hai Jiska use hahi
karte hai To iseme software ko uninstall Kare jisse aap ka computer ka speed
badha sakte hai.
Computer ki speed badhane ke liye aap apne computer mein
antivirus Install kar sakte hain. antivirus install karne ke bad aapka computer
scan hoga aur aapki computer ki speed badh Jayegi.
Agar aapke computer mein virus hai to use virus ko delete
Karke aap apne computer ki speed Badha sakte hain.
Hamare computer mein bahut Aisi file hoti hai jo Hamare Kaam
Ki Nahin Hoti Hai Lekin Hua Hamare computer mein install ho jati hai Jab Ham us
file ko uninstall Karte Hain To Hua nahi hoti Hai Hamare Hard disc ko bhi gher
Leti Hai. Aur Hamare computer ko slow karti hai isliye aap clean up ki madad se
in file ko clean kar sakte hain aur apni computer ki speed Badha sakte hain.
Jab Bhi aap apne computer mein se koi bhi deta ya file
delete Karte Hain To vah Recycle Bin Main Chala Jata Hai Aur wahan par Jyada
space leta hai isliye aap apne recycle bin ko Hamesha clear rakhiye jisse aap
ki computer ki speed badh Jayenge.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apni computer ki speed
Badha sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “computer ki speed Kaise
Badhaye” yeah “slow computer ko fast kaise kare” Agar aapka is
article se related Koi Sawal hai to aap Hamein comment box Mein comment Mein
Jarur Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Computer speed Kaise Badhaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 17, 2019
Rating: