Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare?


Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Google Maps kya hai” agar aap bhi Google Maps ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare?
Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare?

Google Maps ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak Pade tha ki aapko Har Jankari acche se Samajh Mein Aaye.



Aaj kal internet ki vajah Se Hum koi bhi kaam apne mobile se Ghar Baithe online kar sakte hain. Agar aapko Kahi bahar jana hai to aap apne mobile mein Rasta Ka Pata Laga sakte hain aap apne mobile par Duniya Ki Kisi bhi jagah par Ja sakte hain.



Agar Apke kahi Bahar ghumne ke liye ja rahe hain aur aap ko nahi pata ki kis Raste Se jana hai to aap apne mobile mein Google Map ka use kar sakte hain. Google Map main aap Kisi bhi Jagah ka Pata bade aasani se laga sakte hain. agar aap ko nahi pata ki Google Map kya hai? aur Google Map ka use kaise Karen?



to is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain Google mein kya hai to Jante Hain Google Map kya hai aur Google Map kaise use Karen.



Google Map kya hai?




Google Map Google ke dwara Banai Gai service hai is service ko bahut log use karte hain. Google Map main aap Kisi bhi Jagah Ka Pata bade aasani se kar sakte hain.



Google map ko aap apne mobile ya computer main use kar sakte hain agar aap Kahin ghumne ja rahe hain aur aap ko Rasta pata nahin hai to aap Google Map ka use kar sakte hain.



Google map ko 2004 Mein Banaya Gaya Hai. Aur 2008 mein Google Ne iska Android App launch Kar Diya.



Google Map kaise use Kare?




Google Map ka use karna bahut hi Aasan hai aap iska use Karke Kisi bhi Jagah ka bade aasani se pata kar sakte hain.



Sabse pahle aap apne mobile mein Google map ko khole.



Uske baad search box mein aap Jis Jagah ko search karna chahte hain us Jagah ka naam enter Karen aur search Karen aap Kisi bhi Jagah ko search kar sakte hain.



Search karne ke bad Aap Ke Samne bahut Sare option Aa Jaenge ki use Jagah ka duration kitna hai Sabhi chij aap ko Dikhai Jayegi.



Agar aap Apni Jagah Se Kisi dusri Jagah par jana Chahte Hain To uske liye sabse pahle aap apna location on Karen Agar GPS bhi hai to GPS bhi on kare aur uske bad search box Mein Jagah ka naam daale jaha ab Jaana Chahte Hain.



Google Map me apna address Kaise Dale?




Google Map me apna address dalkar Apna Ghar bhi dekh sakte hain to aap ko batate Hain Google map mein Apna Ghar Ka address Kaise Dale.



Sabse pahle Google map ko khole.



Uske baad Upar Menu ki option major aur satellite ke option par click Karen.



Uske baad add missing place per click Karen.



Isme aap apni office ya dukan ka time set kar sakte hain mobile number aur shop ki website hai to use bhi add kar sakte hain aur dukan ka photo bhi Google par daal sakte hain.



Sabhi detail add karne ke bad next day option per click Karen.



To Is Tarah Se aap apne ghar ya office ka pata Google map mein add kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “Google Maps kya hai” aur “Google Map kaise chalate hain” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa laga aap Hamein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ki update pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.



Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare? Google Maps kya hai? Google Maps kaise use Kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 20, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.