IFSC code kya hai? IFSC code ka full form kya hai?
IFSC code kya hai? IFSC code ka full form kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “IFSC code kya hota hai” agar
aap bhi IFSC code ke bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
IFSC code ke bare mein Sabhi Jankari pane ke liye aap is
post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko Har Jankari acche se
samajh Aaye.
Aapne bahut bar bank details dete Samay IFSC code ka use
Kiya hoga lekin aapko yeah pata nahi hai ki “IFSC code Kya Hota Hai” to
aaj hum aapko IFSC code ke bare mein sari jankari batayenge.
IFSC code Kya Hota Hai
Sabhi banko ka ek Branch ka ek Unik code hota hai Jise IFSC
code Kahate Hain yeah code RBI (Reserve Bank of India) dwara Sabhi Bank Ko Diya
jata hai yeah 11 character ka code Hota Hai Isko ko electronic payment main use
Kiya jata hai.
Ifce code ka use NEFT, IMPS, RTGS ki Suvidha ke liye Bhi
Kiya jata hai. Iske alava internet banking fast payment online payment money
transfer karne ke liye IFSC code ki jarurat hoti hai.
IFSC code ka full form - Indian financial system code
Kisi bhi Bank ka IFSC code Kaise Jane
Kisi bhi Bank ka IFSC code jane ke liye Neeche Bataye Gaye
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap apne computer yaar laptop mein koi bhi
browser khole aur type kare www.Bankifsccode.com
uske baad Aap Ke Samne Ek website open ho jayegi aur aapko
IFSC code search karne ke liye details milegi.
Yahan Par aapko sabse pahle Jis Bank ka IFSC code chahiye
use Bank ka naam select Karen.
Uske baad Apna state Slate Karen.
Uske baad Apna district select Karen.
Uske baad aapko Bank ki Sabhi details Mil Jayenge aur iske
sath Bank ka IFSC code bhi Dikhai dega Is Tarah Se aap apne Bank ka IFSC code
search kar sakte hain.
branch code Kya Hota Hai
Branch code Kisi Bank IFSC code ko Dikhta Hai IFSC code ka
Akhri 6 ank Hota Hai.
agar aap apne Kisi ko check Diya to oh India Mein Kahin par
bhi chal jayega Kyunki used Cheque Book mein Bank ka IFSC code hota hai jisse
Bank Walon Ko Pata Chalta Hai Ki yeh cheque book kis Bank ki hai hi aur kaun si
Branch ka hai.
To Is Tarah Se IFSC code kaam karta hai .
Is article Mein Humne Dekha “IFSC code kya hota hai”
aur “IFSC code ka full form kya hai” agar aapko is article se related
Koi Sawal hai to aap comment box Mein Jarur Puche sakte Hain.
Is article ko aapne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates Panna Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
IFSC code kya hai? IFSC code ka full form kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 07, 2019
Rating: