www kya hai? www ka full form kya hai?
www kya hai? www ka full form kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “WWW kya hai” aur “WWW
ka full form kya hai” agar aap bhi Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
www ke baare mein sari Jankari pane ke liye aap is post ko
Shuru Se Lekar end Tak pura Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Aapne internet par www.google.com aur koi website ke aage
www Lagaya Hoga lekin kya aap Jante Hain www ka matlab kya hota hai. WWW or
internet Jude huye hai aur ek dusre Se Alag bhi hai.
To Aayi Jante Hain details mein www Kya Hota Hai.
WWW kya hai
WWW ke dwara Sabhi website ko Ek Naam Diya jata hai. WWW
links ke roop Mein Hota Hai Jo information technology se computer Se Juda Hua
Hota Hai.
WWW Sabhi computer aur web browser mein kaam karta hai jaise
ki aapko Google kholna hai to aap type Karenge www.google.com yeah web address
ko jodne ka kaam karta hai.
WWW ka full form - world wide web
World wide web se pahle internet mein sirf text Hote the is mein sirf ek font or font size ki
hoti thi. Lekin of world wide web main bahut Sare changes hue hain Jise images
display Aur Bhi bahut sari cheeje aasani se kar sakte hain.
World wide web bahut bada network hai Jisme website aur
webpage internet Mein Hai Unhe combination ko worldwide kehte hain.
To Is Tarah Se world-wide-web kaam karta hai.
Is post Mein Humne Dekha “www Kya Hota Hai” aur “www
Kaise kaam karta hai”. Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap
Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
is article ko aap apne doston ke saath social media par
share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake.
Agar aap Hamari website ke updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
www kya hai? www ka full form kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 06, 2019
Rating:
