OTG cable kya hai? OTG cable Kaise connect kare?
OTG cable kya hai? OTG cable Kaise connect kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “OTG cable kya hai” aur “OTG
cable Kaise connect Kare” agar aap bhi OTG cable ke bare mein Jankari Janna
Chahte Hain To aap bilkul sahi article padh rahe hain.
Aapne Kabhi Na Kabhi OTG word to Suna hoga lekin bahut se
log “OTG cable kya hai” Iske bare mein Nahi Jante lekin hum aapko OTG cable ke
bare mein sari Jankari batayenge sari Jankari pane ke liye aap is post ko Shuru
Se Lekar end Tak pura Pade Taki aapko Har Jankari acche se Samajh aaye.
OTG cable kya hai
OTG cable ki madad se aap mobile device Ko Kisi dusre device
se connect kar sakte hain.
Agar aap apne smartphone ko USB pendrive ke sath connect
karna chahte hain to aap OTG cable ki madad se kar sakte hain.
Agar aap apne smartphone mein Mouse, keyboard, card reader,
pendrive ya aur kisi device connect karna chahte hain to aap OTG cable ki madad
se kar sakte hain.
OTG full form - on the go
OTG cable uses in Hindi
Jante Hain OTG cable ka upyog Kis Tarah Se Kiya jata hai aur
kaun si upkarne ke liye Kiya jata hai.
Aap apne portable hard dicks ya flash drive ko OTG cable ki
madad se apne Android phone mein connect kar sakte hain aur uska data ko access
kar sakte hain.
OTG Cable ki madad se aap apni mobile ko charge bhi kar
sakte hain aap jis mobile ko charge karna chahte hain usme OTG cable Lagaya aur
jis mobile ko charge karna hai usme data cable Lagaye Is Tarah Se aap apne
smartphone ko bhi charge kar sakte hain.
OTG cable ki madad se aap apne camera ko mobile se connect
kar sakte hain aur mobile se liye gaye photo camera mein transfer kar sakte
hain ya camere ki photo mobile mein transfer kar sakte hain.
OTG cable ki madad se aap game controller ko mobile se
connect kar sakte hain aur koi bhi game aap computer ya laptop mein Khel Ne Ki
Tarah mobile mein Khel sakte hain.
To Is Tarah Se aap OTG cable ka use kar sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha OTG cable kya hai aur OTG cable
uses in Hindi Agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche
comment box Mein Jarur Puche.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisi
lagi aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe Diya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
OTG cable kya hai? OTG cable Kaise connect kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 06, 2019
Rating: