Mobile ko TV remote kaise banaye?
Mobile ko TV remote kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto aaj
kis post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “mobile ko TV remote kaise banaye”
agar aap bhi apne mobile ko TV remote banana Chahte Hain To aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
Apne mobile ko TV remote banane ke liye is post ko Shuru Se
Lekar end Tak Pade taki aap ko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Is digital Duniya Mein har koi digital Banna Chahta Hai Apne
smartphone se apne TV ko control karna chahta hai. aaj Mi Ne Aur Samsung ne apne
mobile mein remote system Diya Hai Jiski madad se aap apne TV, AC, DTH ko
control kar sakte hain.
Aaj mobile company mobile mein bahut Sare changes kar rahi
hai lagbhag jitne bhi new mobile aa rahe hain Sabhi Mein Infrared sensor Hota
Hai Jaise Samsung ke kuch mobile Galaxy S7 plus aur MI ke lagbhag se bhi 4G
model Mein Infrared sensor Hota Hai.
Agar aap bhi Samsung, Mi ka mobile use karte hain aur aapke
mobile mein Infrared sensor hai to aap apne mobile se TV ya AC ko Badi aasani
se control kar sakte hain.
Lekin aap ko nahi pata ki mobile se TV Kaise Chalaye ya
mobile phone se remote Kaise Chalaye To Bas aap Hamari post ko Shuru Se Lekar end
Tak Pade tha ki aap ko sari Jankari acche se samajh Aaye.
Mobile ko setup box remote kaise banaye
Agar aap xoami ka smartphone use karte hain to aap ki smart
phone mein Pehli Si remote control ka app hoga To Jante Hain mobile ko Dish TV
ka remote kaise banaye agar aap Janna Chahte Hain To Neeche Bataye Gaye step ko
follow Karen.
Sabse pahle aap apne setup box ko on kare aur apne xoiami
Smart Phone ko remote app ko khole.
Uske baad aapko add remote par click karna hai uske baad
category show Hogi AC, TV, setup box aap setup box par click Karen iske liye
aapko internet on Rakhna jaruri hai.
Uske baad Aap Ke Samne new screen khulega Jisme aap ko Sabhi
setup box company ki Naam Dikhai Denge ab aap Unme se jobhi apne setup box ka
naam Dekhe aur select Karen.
Uske baad Apne smartphone ko setup box Ke Samne le jaye aur power
wale option per click Karen is process Mein remote Kai bar vibrate Bhi Hoga.
Uske baad Aap Ke Samne aap ka set top box ko paired karne ka
option hoga. Use par click kar dijiye ab aap ka set top box Puri Tarah Se aapke
smart phone se connect ho chuka hai aap apne smartphone se value increase or
decrease kar sakte hain ya channel change kar sakte hain.
Mobile ko TV remote kaise banaye
Agar aapke paas Samsung ka mobile hai lekin aap ke mobile
mein Infrared sensor hai to aap Google Play store mein se remote ki application
download karke Apne TV yeah setup box remote control kar sakte hain.
Play Store se remote app download karne ke liye hum aapko
Neeche kuch application ke bare mein Bata rahe hain Jis Se aap apne device ko
remote control kar sakte hain.
Easy Universal TV remote
Roku remote
Universal TV remote app
Android TV remote control by Google
in app Ko download karke aap apne smartphone ko remote
control bana sakte hain.
is article Mein Humne Dekha “mobile ko TV remote kaise
banaye” aur “mobile ko TV remote banane ka tarika” Agar aapka is
article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch
sakte hain.
is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article
kaisa laga aap hame Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
agar aap Hamari website ki update karna chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain
Apna bahumulya my dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Mobile ko TV remote kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 16, 2019
Rating: