Mobile number ko Aadhar se link kaise kare?

Mobile number ko Aadhar se link kaise kare?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein doston Aaj ki post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “mobile number ko Aadhar Se Kaise link Kare” agar aap bhi apne mobile Number Ko Aadhar se link karna chahte hai to aap bilkul sahi post padh rahe hain.

Mobile number ko Aadhar se link kaise kare?
Mobile number ko Aadhar se link kaise kare?


Apne mobile number ko Aadhar se link karne ke liye is article ko Shuru Se Lekar end Tak Pade Taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye. ummid karte hain Aapko Hamari Sabhi post Pasand aa rahi hai aur Usi Tarah Se Hamare blog par Aane Wale Sabhi post ko Pasand Karte Rahe.



Government Ne Sabhi  ko aadhaar ko mobile Number Ko jodna compulsory kar diya hai. agar aapne abhi tak apna mobile number Aadhar se link nahi kiya hai ya aap nahi Janti ki mobile number Aadhar Se Kaise link Kare to is post ko aap Dhyan se Pade Kyunki hum aap ko batane Wale Hain apna mobile number Aadhar Se Kaise link kare.



Aadhar Card aaj ke Samay Mein bank account ko jodne ke sath sath mobile ko jodna bhi bahut zaroori hai.



Mobile number ko Aadhar se link kaise kare




Aaj ke Samay Mein Hum Har Kaam online Ghar Baithe kar sakte hain lekin aap Aadhar Card ko Ghar Baithe link Nahin karwa Sakte Kyunki aapke paas Aadhar Card Hona jaruri hai bina Aadhar card ke aap ka number link nahi ho sakta aur Jiska Aadhar Card hai use vyakti ka mobile number uplabdh Hona zaroori hai aur use vyakti thumb Hona bhi Jaruri Hota Hai.



Agar aap ka mobile Aadhar se registered nahi hai to aap ko Aadhar Centre Mein Jaana hoga aur wahan se apna mobile number registered karna hoga.



Mobile number se Aadhar Card link karne ki process




Agar aap apne mobile number ko Aadhar Card se link karna chahte hain to aap Neeche batayenge process ko follow Kare.



Sabse pahle aap ko mobile number lete Samay Aadhar ke EKYC kar lena hai yani biomatric kar lena hai to aap ko mobile number ko link karne ki jarurat nahi hai.



Apne mobile number ko Aadhar se link karne ke liye aapko Apne najdiki Aadhar Centre Mein Jaana hoga iske liye aapke paas mobile number aur Aadhar Card Hona jaruri hai iske liye aap ka biometric verification karna hoga.



Biometric verification process Jisme vyakti ke fingerprint Ki Pehchan ki jati hai aur Jisme Aadhar card ki puri Jankari Lene Jati Hai.



Verification process Shuru Hone ke baad aap ke mobile par Ek OTP Aaj aayega use OTP ko aapko store executive ko Dena hoga Jise aapki link process Puri Hogi.



Is Tarah Se aap apne mobile number ko Aadhar se link kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “mobile number se Aadhar Kaise link Kare” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur pahunche.



Is article ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Mobile number ko Aadhar se link kaise kare? Mobile number ko Aadhar se link kaise kare? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 17, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.