Processor kya hai? processor Kaise kaam karta hai?


Processor kya hai? processor Kaise kaam karta hai?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post me doston Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “processor kya hai” aur “processor kya kaam karta hai” agar aap bhi processor ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post par rahe hain.


Processor kya hai? processor Kaise kaam karta hai?


Processor kya hai aur processor Kaise kaam karta hai ya sari detail jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aap ko Har Jankari acche se samjhaye.



Jis Tarah Se Hamare computer ya laptop mein ek processor Laga hota hai Usi Tarah Se Hamare mobile aur tablet Par Ek processor laga hua hota hai jo ki wah brain Ki Tarah kaam karta hai.



Aaj Jo Bhi Koi new smart phone kharidta hai to sabse pahle use mobile Mein ya smartphone Mein processor kaun sa hai.



Agar aap bhi naya smartphone kharid Rahe To Jaan Le ki processor Kitna Prakar ke hote hain to Jante Hain processor kya hai.



Mobile processor kya hai




processor mobile mein Har Kaam pura karne ka kaam karta hai. processor mobile ka brain Hota Hai mobile mein processor bahut hai Zaroori Hota Hai.



Jab aap mobile mein koi bhi application kholte hain to use application Ko kholne Ka Kaam processor karta hai.



Processor kya hai




Aap smart phone par jo bhi command Dete Hain processor use command ko pura karne ka kaam karta hai. aapka processor Jitna bada hoga utna fast Kaam Karega aaj kal to mobile mein 1 gigahertz Se Lekar 2.4 gigahertz processor mil rahe hai.



Mobile processor ke Prakar




Mobile processor ke Prakar Neeche Bataye gaye hain.



  • Dual core processor



  • Quad Core processor



  • Hexa Core processor



  • Octa Core processor



  • Deca Core processor




Snapdragon kya hai




Aaj kal sabse Jyada chalne wala processor Snapdragon hai is processor Core Qualcomm company Ne Banaya Hai.



Mediatek chipset kya hai



MediaTek MT ke naam se mobile processor banate hain is company ke mobile processor Khud saste Hain.



Octa Core processor kya hai



Octa Core processor phone ko bahut hi smart banata hai Octa Core processor Mein 8 core Hote Hain Jo Phone ko speed fast banata hai. data download aur upload ke Alawa video downloading ke liye bhi Octa Core processor bahut hi best hai. Octa Core processor Mein multitasking aur gaming ke liye bhi bahut hi mahatva Purna hota hai isme aap high graphics game bhi badhiya aasani se khel sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha ki “processor kya hai” aur “processor Kaise kaam karta hai” agar aapka koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein Jarur Bataye.



Is post ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yrh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah post kaisi lagi aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ki updates Pana Chahte Hain To aap Hamari website "onlinehelp2019" ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Processor kya hai? processor Kaise kaam karta hai? Processor kya hai? processor Kaise kaam karta hai? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 08, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.