Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe?


Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “train ka live status Kaise Dekhe” agar aap bhi train ka live status dekhna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe?
Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe?

Train ka time table Kaise Dekhe Iske bare mein Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura pade taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Agar aap train se Kahin ghumna ya Bahar Jaana chahte hain aur aap ko nahi pata ki train kab Aane Wali Hai Kai baar train late ho jati hai lekin Agar Hamein pata chal Jayegi ki train se Safar karna hai woh kitne baje Aayegi to hame bahut Adhik fayda hoga.



Aap Ghar Baithe train ka ticket book kar sakte hain aur Sath Hai train ka live status bhi dekh sakte hain ki train kahan hai aur kaun se station par hai aur Kitna der lagega.



Tu aaiye Jante Hai train ka time table kaise check Karen agar aap bhi train ka samay pata karna chahte hain to is post Mein Hum Aap Ko train ka status kaise check Karen yeh Jankari batayenge is post ko aap pura padhe Taki aapko Har Jankari Samajh Mein Aaye.



Train live status Kaise Dekhe?




Train ka live status dekhne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Sabse pahle aap National Train Enquiry System is website par Jaaye.



Uske baad aapko sabse pahle option spot your train par click karna hai is se Ham Kisi bhi train ka current status aur uski live Jankari prapt kar sakte hain.



Aap ko jis train ka current location chahiye use train ka naam aur number dalna hoga.



Uske baad aapko right side mein all running instance ka option Dikh Raha Hoga is par click Karen aur aap ke samne train ki list mil Jayenge aap ko jis bhi train ka pata karna hai us par click Karen.



Aap jis train ka live status dekhna Chahte Hain Use select karne ke bad Aap Ke Samne live status aa jayega To Is Tarah Se aap apni train ka live status aasani se dekh sakte hain.



Train ka time table Kaise Dekhe?




Train ka time table dekhne ke liye Neeche Bataye Gaye process ko follow Karen.



Sabse pahle aap apne Google Play Store par Chale Aaye Aur wahan par search box main type Karen NTES app aur ise download Karen.



Uske baad app ko install Kare aur open kare Aap Ke Samne bahut Sare option Dikhai aayenge ab aapko train Ke Aane jane ka samay pata karne ke liye isme se aapko train between station ke option par click karna hai.



Uske baad aapko Jahan se baithna hai use railway station ka naam likhe Uske Neeche option main station ka naam likhe Jahan Par aap ko jana hai.



Uske bad train type select Karen uske baad aap dekh sakte hain ki kaun si train aur kis number ki train kab kab Chalti Hai aur aap kitne Samay mein kaun se station par ho sakte hain.



To Is Tarah Se aap Ghar Baithe Badi aasani se train ka pata kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “train status Kaise Dekhe” Agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa laga aap Hamein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe? Train live status Kaise Dekhe? train ka time table Kaise Dekhe? Reviewed by JALINDAR ALHAT on April 30, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.