Alexa ranking kya hai Alexa ranking Kaise kaam karti hai?
Alexa ranking kya hai Alexa ranking Kaise kaam karti hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Alexa ranking kya hai” aur “Alexa
ranking Kaise kaam karta hai” agar aap bhi Alexa ranking ke bare mein
Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post kar rahe hain.
Alexa ranking kya hai Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke
liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche
se samajh Aaye.
Agar aap khud ki website chalate hain aur use rank Dena
Chahte Hain To aap Alexa ranking use kar sakte hain. Aise aap apni website ki
ranking pata kar sakte hain aur Hamein kis Prakar ki jankari chahiye hoti to
vah bhi Kisi Na Kisi Aur se Madhyam Se prapt Hoti Hai.
To chahiye Jante Hain Alexa ranking kya hai aur Alexa
ranking Kaise kaam karta hai.
Alexa rank kya hai
Alexa rank ki madad se aap apni website Ki rank ko check kar
sakte hain ya website ka globally aur country rank banati hai aapki site ka
traffic kitna hai aur Kitna Jyada.
Alexa rank Kaise kaam karta hai
Alexa rank aapko apni site ka global aur country rank Dikhta
Hai.
Hamari website Kitni site se connect hai o bhi Hamein Alexa
rank Mein Pata Chalta Hai.
Alexa rank Mein hame yeh Pata Chalta Hai Ki Hamari website
Ki Tarah aur kitne website hai.
Alexa rank Kaise Badhaye
Website ki Alexa rank kaise badhaye Iske bare mein Neeche
bataya gaya hai.
Aap apne website par regular post update Karte Rahe.
Aap apni website ke liye acchi quality ki backlinks Banaye.
Aap apne website par quality contain likhte Rahe.
Alexa ranking check Karen
Alexa rank check karne ke liye aap Ko Hum Jo TeriKa bata
raha hai Usi se aap ko alexa ki site par Jaana hoga bus iske liye aapko Alexa
tool bar ko install karna hai.
Sabse pahle aapko alexa.com is website par jana hai.
Uske baad aapko install Alexa browser extension par click
karna hai.
Uske baad Aap Ke Samne add extension ka option aayega us par
click karna hai.
Uske baad aap ke browser mein Alexa toolbar install hoyega.
Aapko browser ke upar side mein Alexa ka symbol Dikhai Dega
waha toolbar Koi enable Karen.
Is Tarah Se aap Alexa rank checker sakte hain woh bhi bahut
Aasan tarike se.
Is post Mein Humne Dekha “Alexa rank kya hota hai”
aur “Alexa rank Kaise kaam karta hai” agar aapka is article se related
Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko your post kaisa laga
aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Alexa ranking kya hai Alexa ranking Kaise kaam karti hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 16, 2019
Rating:
