Gmail me profile pic kaise dale? Gmail me profile pic dalne Ka Tarika
Gmail me profile pic kaise dale? Gmail me profile pic dalne Ka Tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Gmail Me profile pic kaise dale”
agar aap bhi Apne Gmail Mein profile pic dalna chahte hai to aap bilkul sahi
post padh rahe hain.
Gmail Me profile pic kaise Dale Iske bare Mein Sabhi Jankari
jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har
Jankari acche se samajh Aaye ummid karte hain aapko Hamare Sabhi post pasand aa
rahi hai aur Usi Tarah Se Hamari Aane wali post ko Pasand Karte Rahe.
Agar aapne Gmail par account bana liya hai aur aap apni
Gmail profile mein pic dalna chahte hain aur aap nahi pata ki Gmail Me profile
picture Kaise dale to Aaj Hum Aap Ko batane Wale Hain Gmail Me profile picture
Kaise Dale hai.
Jis Tarah Se Hum Apne Facebook, Whatsapp ya social media
site par profile picture Lagate Hain Usi Tarah Se Hum Apne Gmail profile pic
laga sakte hain. lekin Ye bahut Sare log Nahi Jante Hain agar aap ko bhi pata
nahi hai to aap Pareshan hone ki jarurat nahi hai Kyunki Hum is post Mein apko
sari jankari batayenge.
To Chali Jante Hain Gmail par profile photo kaise Lagaye ya
Gmail me profile pic lagane ka tarika
Gmail me profile pic kaise Lagaye?
Gmail par profile photo lagana bahut hi Asan hota hai aap
use Badi aasani Se Laga sakte hain aur Gmail par photo Lagane ke liye bahut hi
kam Samay lagta hai.
Sabse pahle aap ko apne mobile mein Gmail ID login karna
hoga.
Uske baad profile photo Lagane ke liye menu Mein Jana Hoga.
Uske baad aapko sabse Neeche setting ka option dikhega us
par click Kare.
Uske baad aapko yahan par aapki Gmail ke sabhi account
Dikhai Denge agar aap Koi account add nahin hai to sirf ek account dikhega
aapko Jis account ka photo set karna hai use set Kare.
Uske baad Gmail par profile photo set karne ka option aayega
to update photo par click Karen.
Uske baad set profile photo ka option aayega us par click
Karen.
Uske baad Gmail me profile photo set karne ke liye do option
Milenge aap direct camera se photo le sakte hain aur dusra option aap Gallery
se photo le sakte hain.
Aap Kisi Bhi Ek option ko select Karke photo dal sakte hain.
Uske baad aapko accept ka option Milega us par click Karen
Jaisi aap is par click karte hain to Gmail account mein profile photo set
hoyega.
ISI Tarah Se aap apne Gmail account ki profile photo dal
sakte hain ya change kar sakte hain.
Computer mein Gmail profile photo kaise Dale
Apne computer se Gmail profile photo dalne ke liye niche
Bataye Gaye process ko follow Kare.
Sabse pahle aapko Apne computer mein Gmail Account login
karna hoga.
Uske baad aapko aapke account ki dashboard Dikhai Degi iss
main aapko setting ki option par click karna hai.
uske baad aapko main picture ka option Dikhai dega aur
change picture Dekhega to use par click Kare.
Uske baad aapko apni photo upload Karni Hogi.
Uske baad aapko apni profile ka size select karna hai aap
apni photo ko select karna chahte hain use crop Karen aur apply change par
click Karen.
To Is Tarah Se aap apni Gmail profile picture ko set kar
sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Gmail me profile photo kaise
Dale” aur “Gmail profile pic set karne” ka tarika Agar apka is
article se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte
hain.
Is post ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain. Taki Yah Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Gmail me profile pic kaise dale? Gmail me profile pic dalne Ka Tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating: