Caste certificate kya hai? caste certificate kaise banaye?
Caste certificate kya hai? caste certificate kaise banaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “cast certificate kya hai”
aur “caste certificate kaise banaye” agar aap bhi caste certificate ke
bare mein Jankari Janna Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Caste certificate ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is
post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche se Samajh
aaye.
Agar aap bhi apna khud ka caste certificate banana chahte
hain aur aap ko nahi pata ki caste certificate Kaise banaye ya caste
certificate kahan par banate hain to aaj hum aap ko batane Wale Hain caste
certificate kya hai aur caste certificate kaise banate hain.
Caste certificate bothi Zaroori Hota hai aapko government
Kaam ke liye caste certificate avashyak Hota Hai.
isiliye aapko caste certificate banana bahut hi Jaruri Hota
Hai to Jante Hain cast certificate kya hai aur caste certificate kaise banate
hain.
Caste certificate kya hai?
caste certificate ki madad se aapki cast ka Praman prastut
Kiya jata hai ki aap ki cast kaun si hai anusuchit cast ke liye cast
certificate bahut Zaroori Hota Hai Kyunki government se bahut sari scheme Banai
Jati Hai.
Agar aap Kisi government job ke liye apply kar rahe hain to
bhi aapko caste certificate Jaroori Hota Hai.
Caste certificate banane ke liye kaun kaun si documents ki
jarurat hoti hai.
caste certificate ke liye documents
Caste certificate banane ke liye Jaruri documents Neeche
Bataye gaye hain.
Parivar ka income certificate
Aavedan Patra
ID card voter ID
Aadhar card
Birth certificate
Affidavit
Caste religion report
Caste certificate kaise banaye?
Caste certificate banana bahut Aasan hai aap niche batayenge
process Se Apna caste certificate bana sakte hain.
Sabse pahle aap ko Apne state government ki official website
par jana hai. Yahan Par Main aapko Maharashtra state ka website bata raha hoon aaplesarkar.mahaonline.gov.in
is website par Jana Hoga.
uske baad aapko login ka option Dikhai Dega use par click
Karen.
Uske baad aap apne cast ke anusar caste Praman Patra option
per click Karen.
Uske baad aapko Apne Aadhar number se login karna hai Aadhar
number aur capcha enter Karen.
Uske baad get OTP option par click Karen aap ke mobile
number Par Ek OTP aayega use verify karna hoga.
Uske baad aapka OTP verify hoga aap portal melogin ho
jayenge aur uske baad aap payment gateway ki dwara debit card, net banking,
credit card ka use Karke online payment kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “caste certificate kaise
banaye” aur “caste certificate Kya Hota Hai” agar aapka is article
se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.
Is article ko aap apne Dosto ke sath social media par share
kar sakte hain.taki yeh jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article
kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamare website ke updates pana chahte hain to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Caste certificate kya hai? caste certificate kaise banaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 02, 2019
Rating: