Google voice typing kaise use Kare


Google voice typing kaise use Kare




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post me Hum Aap Ko batane wale hai “Google voice typing kaise use kare” agar aap bhi Google voice typing use karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.

 
Google voice typing kaise use Kare
Google voice typing kaise use Kare

Google voice typing kaise use kare Iske bare Mein Sabhi Jankari chalne ke liye is post ko Shuru se leke end Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se samajh Aaye.



Google mai apne bahut Sare product launch Kiye Hain Google sabse best search engine hai Google ki madad se aap koi bhi information Badi aasani se Pa sakte hain.



Agar aap apne mobile phone mein voice typing karna chahte hain to bhi aap Google voice typing ki madad se bade aasani se kar sakte hain.



Agar aap ki typing speed slow hai to aap Google voice typing ka use kar sakte hain Google voice typing use karna bahut hi Aasan hai aap aasani se use kar sakte hain.



To chaliye Jante Hain Google voice typing kaise use Karen.



Google voice typing kaise use Kare




Google voice typing use karne ke liye aap ko sabse pahle Apne Google Play Store se Google keyboard install karna hoga uske baad aap apne mobile mein Google voice typing use kar sakte hain.



Sabse pahle aap apne Google Play Store par Chale Aaye Aur wahan par search Karen Google keyboard uske baad download karke install kare.




Uske baad Google keyboard aapke mobile mein install hoga aur uski Baad aap apne mobile mein voice typing use kar sakte hain.



Voice typing use karne ke liye aap apne message box main mic ka option dikhega us par click Karen.



Uske baad Aap Jo likhna chahte hain use aap bol sakte hain woh apne aap type hoga.



To Is Tarah Se aap apne mobile mein Google voice typing use kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “Google voice typing kaise use kare” agar aapka is post se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is article ko aap apne doston ke saath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Google voice typing kaise use Kare Google voice typing kaise use Kare Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 27, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.