Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye?


Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye?




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “income certificate kya hai” aur “income certificate kaise banaye” Agar aap bhi income certificate ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post kar rahe hain.

 
Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye?
Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye?

Income certificate ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru se leke end Tak pura pade taki aapko Har Jankari acche se Samajh Mein Aaye.



Agar aap ek student hai aur aap college ya School Jate Hain To aapko scholarship pane ke liye income certificate ki jarurat hoti hai ya government Kaam ke liye bhi income certificate ki jarurat hoti hai.



Lekin aap ko nahi pata ki income certificate kya hota hai aur income certificate kaise banaye to aap is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain. income certificate kya hai aur income certificate kaise banaye.



To Jante Hain income certificate kya hai aur income certificate kaise banaye.



Income certificate kya hai?




Income certificate aapki income ka Praman hota hai yeh Indian government ke dwara Jari Kiya jata hai yeah Hamen Sarkari kaam ke liye bhi Jaruri hota hai. agar aap college ya school ke student hai tu bhi aapko yah Hote jaruri Hota Hai.



Income certificate aapko education loan lene ke liye bhi zaroori Hota Hai.



Income certificate ke liye document




Agar aap income certificate banana Chahte Hain To uske liye Jaruri documents niche Bataye gaye hain.



Passport size photo 2



ID proof



Aadhar card



Koi bhi income proof



Aap jis jagah par Rehte Hain Wahan ka certificate



income certificate kaise banaye




Income certificate banane ke liye Neeche Batega process ko follow kare.



Sabse pahle aapko MPonline.gov.in website par Jana Hoga.



Uske baad aapko login par click karna hoga.



Uske baad sari detail centre Karke submit button par click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne Ek Naya page khulega aap scroll down Karenge to aapko kiyosk Seva option Milenge usme se MP district par click Karen.



Uske baad Aap Ke Samne sari service aa Jayegi ismein se aapko Samanya prashasan par click karna hai.



Uske baad aapko 3 option Milenge aapko aap ki panjiyan par click karna hai aap ke samne ek number generator Hoga Yah woh reference number hai ise Kahi Par note Karle uske baad ok Karen aapke Saamne pura form kholega Humko pura bhare aur submit Karen.



Uske baad aapko scrolled down karna hai aur varshik income bharna hai.



Uske baad aapne yah certificate pahle banaya hai to yes select Karen Agar Nahin to no select Karen.



Uske baad aapke Samne payment karne ka option aayega to proceed to payment per click Karen.



Is Tarah Se aap online income certificate ke liye avedan kar sakte hain.



Is article Mein Humne Dekha “income certificate kaise banaye” aur “income certificate kya hai” agar aap ka Asar post se related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment Mein pooch sakte hain.



Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh article kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ke updates pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye? Income certificate kya hai? income certificate kaise banaye? Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 02, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.