Jiofi kya hai jiofi kaise use Kare?
Jiofi kya hai jiofi kaise use Kare?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “jiofi hai kya hai” aur jiofi
kaise use kare agar aap bhi jiofi ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain To aap
bilkul sahi post padh rahe hain.
Jiofi kaise use kare Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke
liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko sari Jankari acche
se Samajh Mein Aaye.
India mein Reliance jio famous ho chuka hai jio ka bahut
bada network Ban chuka hai.Jio ne jio fi device launch Kiya Hai Jiski madad se
aap apne computer ya mobile mein internet Chala sakte hain.
Agar aap ne Jiofi kidhar hai aur aap Jiofi ke bare mein
Jankari Jana Chahte Hain To aap is post ko Pura padhe taki aapko Har Jankari
Samajh Mein Aaye.
To Jante hain jiofi kya hai aur jiofi kaise use Karen.
Jiofi kya hai
Jiofi ek device hai jise jio ne Banaya Hai jiofi Mein Aap
jio ka sim lagakar wi-fi create kar sakte hain aur apne mobile ya computer mein
use Chala sakte hain jiofi kafi speed deta hai hi aur uska internet bhi Kafi
speed se chalta hai.
Jiofi kaise use kare
Jiofi use karne ke liye aap ko sabse pahle jiofi ko kharidna
Hoga uski Baat aap iska use kar sakte hain aapke paas jio ka sim Hona bhi
jaruri hai jiofi ka use karne ke liye sabse pahle aapko jio phone mein sim
insert karna hoga Uske Baat power button Ko Kuch der tak daba kar Rakhna Hoga
uske baad jio fi on hoyega uske baad aap apne computer ya mobile mein is
connect Karke Badi aasani se use kar sakte hain.
Jiofi ka password Kaise change kare
Jiofi ka password change karna bahut hi Aasan hai aapse
bahut aasani se apne computer se change kar sakte hain uske liye aap ko sabse
pahle jiofi.local.HTML is website par Jana Hoga. Uske baad aapko username aur
password se login karna hai aap soch rahe Honge ki username password Kahan
Milega To uske liye aapko niche Bataye process ko follow karna hoga.
Sabse pahle aapko Jiofi ko Khol kar uski battery ko nikale
Uske Neeche username password Mil Jayeg.
Uske baad aap is website ko open Karen Apna username
password dalkar login Karen Jiofi ki hone ke bad aapke Samne jiofi device ka
homepage open hoga.
Jiofi ka password badalne ke liye setting per click Karen
uske baad Wi-Fi par click Karen Uske bad Samne bahut Sare option aa jayenge
usme security key wale option par aap ka password hoga.
Password change karne ke liye backpage Karke Apna new
password enter Kare aur apply par click Karen uske baad Ok par click Karen uske
baad aapka device start hoga aur uske baad aapka new password set hoyega.
To Is Tarah Se aap apna Jiofi ka password change kar sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha “Jiofi kya hai” aur jiofi kaise
use Kare Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap abhi niche
comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeh post kaisa laga
aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana chahte hai to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Jiofi kya hai jiofi kaise use Kare?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 15, 2019
Rating:
