Laptop me hotspot Kaise khole? Laptop me hotspot chalu Karne Ka Tarika
Laptop me hotspot Kaise chalaye? Laptop me hotspot chalu Karne Ka Tarika
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “laptop me hotspot kaise chalu Kare”
agar aap bhi Apne laptop mein hotspot chalu karna chahte hain to aap bilkul
sahi post padh rahe hain.
Apne laptop me hotspot chalu karne ke liye is post ko Shuru
Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko sari Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap apne computer ya laptop mein WhatsApp ka use karna
chahte hain lekin aap ko nahi pata ki computer me Whatsapp kaise chalu kare ya
computer mein WhatsApp chalu Karne Ka Tarika kya hai to aap is post ko pura
Pade Kyunki hum aap ko batane Wale Hain computer mein Whatsapp kaise chalu kare
ya computer mein WhatsApp chalu Karne Ka Tarika kya hai.
To Aaiye Jante Hain computer me hotspot Kaise chalu Karen.
Laptop me hotspot Kaise chalu kare
Apne laptop me hotspot chalu karne ke liye niche batayega
process ko follow Kare.
Sabse pahle aap apne computer ya laptop mein my Wi-Fi router
software download karna hoga aur uske baad install karna hoga.
Uske baad internet sharing ke liye activate button par click
Karen uske baad aapka internet Share Hona Shuru hoyega uske baad aap apne
laptop ko hotspot ke liye use kar sakte hain.
Uske baad software main default name or default password
Dikhai Dega is aap manually change kar sakte hain.
Uske baad aap apne internet ko share kar sakte hain aur kisi
bhi mobile ya computer ko connect kar sakte hain.
Hotspot se Android mobile Kaise connect kare
Hotspot Se Apna Android mobile connect karne ke liye niche
batayega process ko follow Karen.
Sabse pahle aap ko apne phone mein setting Mein Jaana Hoga
aur Wi-Fi ko on karna hoga uske baad aapko Apne Wi-Fi Ka name Dikhai Dega use
par click karna hoga.
uske baad aap Wi-Fi ka password dalkar apne mobile ko Wi-Fi
connect kar sakte hain.
To Is Tarah Se Aasan tarike se aap apne mobile mein Wi-Fi
connect kar sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “laptop mein hotspot kaise
chalu Kare” aur mobile mein Wi-Fi Kaise connect Kare Agar apka is article
se related Koi Sawal hai to aap Hamein Niche comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ki updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Laptop me hotspot Kaise khole? Laptop me hotspot chalu Karne Ka Tarika
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 04, 2019
Rating: