Messenger kya hai? messenger Kaise Chalaye?
Messenger kya hai? messenger Kaise Chalaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj
ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “messenger kya hai” aur “messenger
Kaise Chalaye” agar aap bhi messenger ke bare mein Jankari Jana Chahte Hain
To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Messenger ke bare mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko
Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har Jankari acche se samajh Aaye.
Is digital duniya mein agar Hame ki si ko message bhejna ho
to aap aap apne mobile ka use karte hain aur apne doston aur relative ko aasani
se message bhej sakte hain. aaj kal Har vyakti smartphone ka use karta hai aap
apne smartphone Se videos, message Badi aasani se bhej sakte hain.
Internet par aapko bahut Sare Aise application Milenge jis
ki madad se aap apne Dosto ko ya relative ko message kar sakte hain. lekin aaj ki
post Mein Hum aapke liye ek best application Lekar Aaye Hain Use application ka
naam hai “messenger” is application ki madad se aap apne Dosto ko
message bhej sakte hain.
To Chaliye Jante Hain messenger kya hai aur messenger kaise
chalate hain.
Messenger kya hai
Messenger ek application hai yeah Facebook Ki Duniya ka
sabse popular application hai Sabse Jyada is application ka use Kiya jata hai.
Is application ki madad se aap apne Dosto ko ya relative ko
message bhej sakte hain Sathi video bhi bhej sakte hain.
Messenger kaise download Karen
Messenger download karne ke liye niche Bataye Gaye process
ko follow kare.
Sabse pahle aap apne Google Play Store par chale jaye aur
wahan par search kare Facebook messenger aur uske bad is application Ko
download Karen.
Download hone ke bad it is application ko install Karen aur
uske bad pahle se aapka Facebook account hai to messenger uske sath sing in
hoyega.
Uske baad aap ke phone mein save contact ko synchronise
karne ke liye option Milega aap Pehle option turn on aur dusra option not now
ka Hoga aap apne anusar select kar sakte hain.
Uske baad aapka phone number update karne ka option aayega
to aap usse update Karen.
Is Tarah Se aap apna messenger download kar sakte hain aur
use use kar sakte hain.
Messenger ki setting kaise karen
Messenger ki setting karne ke liye niche batayenge process
ko follow Karen.
Sabse pahle messenger khole aur apni profile icon par click
Karen Yahan Par aapko bahut Sare option dikhi dekhenge messenger setting par
click Karen.
Uske baad aap sound and notification Mein click kar ke
message ki notification set kar sakte hain.
Messenger par message Kaise delete kare
Messenger par message delete karne ke liye niche bataye ki
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap apna messenger khole.
Uske baad aapko Jis chat ke message delete karna hai use
Chahat Mein Chale Jaaye.
Ab aap use message par long press Kare jisse aap delete
karna chahte hain aur uske baad delete ki option par click Karen.
To Is Tarah Se aap messenger ke message delete kar sakte
hai.
Is article Mein Humne Dekha “Facebook messenger kya hai”
aur “messenger Kaise Chalaye” agar aap Ka is post se related Koi Sawal
hai to aap Hamein comment Mein pooch sakte hain.
is post ko aap apne Dosto ke sath social media par share kar
sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeah article kaisa
laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates Pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Messenger kya hai? messenger Kaise Chalaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 04, 2019
Rating: