Online Shikayat kaise kare? CM ko online Shikayat kaise kare in Hindi


Online Shikayat kaise kare? CM ko online Shikayat kaise kare in Hindi




Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “online Shikayat kaise kare” aur “CM se online Shikayat kaise kare” agar aap bhi online Shikayat karna chahte hain to aap bilkul sahi post padh rahe hain.


Online Shikayat kaise kare? CM ko online Shikayat kaise kare in Hindi


CM se online Shikayat kaise kare Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura pade taki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.



Agar aap online government se kuch Shikayat karna chahte hain aur aap ko nahi pata ki online Shikayat kaise kare ya CM Se Shikayat kaise karen to is post ko pura padhe Kyunki hum aap ko batane Wale Hain online Shikayat kaise kare ya pm Se Shikayat kaise kare.



Agar aap government se kuch Shikayat karna chahte hain to uske liye government Ne online portal launch Kiya Hai jis ki madad se aap apni Shikayat darj kar sakte hain aur samasya ka Samadhan pa sakte hain.



To Aayi Hai Jante Hain CM Se Shikayat kaise kare ya online Shikayat kaise kare.



Online Shikayat kaise kare?




Ab aap Ghar Baithe apni Shikayat kar sakte hain aur use samasya ka Samadhan par sakte hain.



CM ko online Shikayat kaise kare?




Aap apne computer se CM ko online Shikayat kar sakte hain to Aaiye Jante Hain CM ko Shikayat kaise karen.



CM se Shikayat karne ke liye aapko official website CMhelpline.mp.gov.in par Jana Hoga.



Uske baad aapke samne kuch option aaenge aap ko Shikayat sujhav Darj Par click karna hai.



Uske baad Aap Ke Samne Ek new window khulegi usne aapko kuch sujhav Milenge wah Dhyan se padh kar checkbox Mein click Karen aur accept button par click Karen.



Uske baad aapko apni Jankari bahrni hai apni sari Jankari Sahi Sahi bhare.



Uske baad Shikayat sambandhit Jankari ko bhare Shikayat sambandhit dastavej ko scan Karke use form Ko attach karna hoga aur is se sambandhit Ko dastavej Nahin Hai to attach karna zaroori Nahin Hai.



Uske baad Shikayat ko Darj karne ke liye Darj button par click Karen Uske bad Ek Shikayat kramank Milega Sath Hi aapke register mobile number par bhej diya Jayega.



Is Tarah Se aap online Shikayat kar sakte hain aur apni samasya ka Samadhan kar sakte hain.



Is post Mein Humne Dekha “online Shikayat kaise kare” aur “CM ko Shikayat kaise kare” Agar apka is article se related Koi Sawal hai to aap hame Neeche comment box se pooch sakte hain.



Is post ko aap apne doston ke sath social media par share kar sakte hain Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeh post kaisa laga aap Hamein Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.



Agar aap Hamari website ki updates pana chahte hain to aap Hamari website “onlinehai2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain. Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.

Online Shikayat kaise kare? CM ko online Shikayat kaise kare in Hindi Online Shikayat kaise kare? CM ko online Shikayat kaise kare in Hindi Reviewed by JALINDAR ALHAT on May 01, 2019 Rating: 5
Powered by Blogger.