Jio phone mein Whatsapp kaise Chalaye?
Jio phone mein Whatsapp kaise Chalaye?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain. “Jio phone mein Whatsapp kaise Chalaye”
agar aap bhi Apne jio phone mein WhatsApp chalana Chahte Hain To aap bilkul
sahi post padh rahe ho.
Apne jio phone mein WhatsApp chalane ke liye aap is post ko
Shuru Se Lekar end Tak pura padhe ta ki aapko Har Jankari acche se samajh Aaye.
Jio ka phone sabse best phone hai sabse best feature diya
Hai Ki wah 4g network ko support karta
hai aap usme jio ka sim Laga kar 4 G network internet Chala sakte hain.
Jio ke mobile mein bahut Sare features hai lekin jio ke
phone mein WhatsApp download na hone ki vajah se bahut se Logon Ne jio mobile
kharida lekin fir phone sabse Jyada bika aur ek achha record Banaya.
Agar aap apne jio phone me WhatsApp chalana Chahte Hain To
bus aap Hamari is post ko follow Karen.
Jio phone mein Whatsapp kaise Chalaye
Jio ke phone mein bahut Sare features Hai Jis Tarah Se bahut
Sare smartphone mein Main Kisi app ko install nahi kar sakte Usi Tarah Se jio
phone mein kuch app install nahi kiya Ja Sakta.
Lekin Ye Sach hai ki jo phone mein WhatsApp ka use kar sakte
hain aap jio phone me WhatsApp install Karke use chala bhi sakte hain.
Is post Mein Humne aapko do tarike Bataye jis ki madad se
Aap Jo phone mein WhatsApp chala sakte hain bus Aap Hamare instep ko follow
Kare aur jo phone mein WhatsApp Chalaye.
WhatsApp web
WhatsApp web ki madad se jio phone mein WhatsApp chalane ke
liye Neeche Bataye Gaye process follow Karen.
Jio phone mein WhatsApp chalane ke liye Aapke Paas smartphone
hona chahiye Jisme aap ka WhatsApp account pahle se hi hona chahiye.
Sabse pahle aap apne jio phone mein internet data on Karen
Uske bad browser ko khole.
Aur aap ko Wapas Google par search karna hai wap.whatsapp.com.
Uske baad Aap Ke Samne WhatsApp web ka page open hoga aur
aapko wahan par Ek QR code Dikhai dega ab Apne smart phone mein WhatsApp ko
kholna hai.
Uske baad Whatsapp kholne ke bad aap ko 3 dot par click
karna hai. Uske baad aapko WhatsApp web ka option Dikhaye dega use per click
Karen isme aap ka jio phone ka camera chalu hoyega.
Uske baad ab aap apne jio phone ki screen par QR code ko
smartphone se Karen Karen Jaisi aap QR code scan Karte Hain aapka WhatsApp
account aapki jio phone mein khul Jayega aur aap use aasani se use kar sakte
hain.
Install and update WhatsApp
Sabse pahle aap apni jio phone mein WhatsApp Ko download
Karen aur install Karen.
Install karne ke bad aap apna mobile number enter kare Aap
Jo Jio ka number use kar rahe hain use enter Karen.
Uske baad aap ke number Par Ek OTP aayega use verify karna
hoga uske baad aap ka number verify hoyega uske baad aap apne phone mein WhatsApp
chala sakte hain.
To Is Tarah Se Badi aasani se aap apne phone mein WhatsApp
chala sakte hain.
Jio phone mein Whatsapp kaise download Karen
Agar aap apne jio phone mein WhatsApp chala na Chahte Hain
To aap Badi aasani se use download karke Apne jio phone mein badi aasani Se
Chala sakte hain.
Is article Mein Humne Dekha “Jio phone mein Whatsapp
kaise Chalaye” aur “jio phone mein WhatsApp use karne” ka sabse
Aasan Tarika Agar aapka koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein
Jarur Puche.
Is article ko aap apne doston ke sath social media par share
kar sakte hain Taki Ja Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah article kaisa
laga aap hame Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke updates Banna Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe Diya follow kar sakte hain
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Jio phone mein Whatsapp kaise Chalaye?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
April 03, 2019
Rating: