Intranet kya hai? extranet kya hai?
Intranet kya hai? extranet kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamari post Mein Dosto Aaj ki is
post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “internet kya hai” aur “extranet
kya hai” agar aap bhi intranet ke bare mein aur extranet ke bare mein
Jankari Jana Chahte Hain To aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Extranet kya hai Iske bare Mein Sabhi Jankari jane ke liye
is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura Pade taki aapko Har Jankari acche se
samajh Aaye.
Internet ka use duniya mein bahut Sare log Karte Hain.
internet Aajkal her mobile aur computer mein use Kiya jata hai College, office,
government office Har Jagah par internet ka use Kiya jata hai.
Lekin internet ke jitne Jyada fayde hote hain utna Jada
nuksan bhi hote hain. internet par bahut jyada Chori karne ke tarike bhi badh
gaye hain internet ka use Karke Chori karne ke tarike Aasan ho gaye hain Unhe
Rokne ke liye intranet Aur extranet Ka use Kiya jata hai yeah internet ka use
karne ke liye surakshit Madhyam hai.
To chahiye Jante Hain intranet Kya Hota Hai aur extranet kya
hota hai.
Intranet kya hai
Internet private network hota hai iska use hospital college
company mein kiya jata hai yeh Local area network hota hai yeh Puri Tarah
surakshit network hota hai internet ko access karne ke liye valid username aur
password ki jarurat hoti hai.
Advantage of intranet
Intranet use karne ke fayde hote hain to Jante Hain intranet
ke fayde kya hai.
Intranet ek Local area network hota hai jo secure Hota Hai.
Intranet use karne ke liye username or password ki jarurat
hoti hai.
Company, College, Hospital me is network ka use kiya jata
hai aur Unhe Kafi Jyada fayda Milta Hai.
Extranet kya hai
Extranet ek internet Kahi Bhag Hota Hai is network Mein TCP
IP par aadharit Hota Hai. Jab Koi vyakti internet ka use karta hai aur woh apni
Jankari ko Apne Shetra ke bahar pradan karna chahta hai to usse Bihari vyakti
ko ek user ID or password Dekhkar internet Ke Data ko send or receive karna
Hota Hai.
Extranet ke fayde
Extranet use karne ke fayde bhi Hote Hain To Jaate Hain
extranet ke fayde.
Yeah company ke work Mein achha network hai ise koi bhi
company aasani se use kar sakti hai.
Yah secure network hai iska use aasani Se Kiya Ja sakta hai.
Is post Mein Humne Dekha “intranet kya hai” aur “extranet
kya hai” agar aapka is article se related Koi Sawal hai to aap abhi niche
comment Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne doston ke saath social media par share
kar sakte hain. Taki yeh Jankari unko bhi pata chal sake aapko yeah post kaisa
laga aap me Neeche comment box Mein comment Karke Jarur Bataye.
Agar aap Hamari website ke update pana chahte hai to aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Intranet kya hai? extranet kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 16, 2019
Rating:
