Udyog Aadhar registration kya hai?
Udyog Aadhar registration kya hai?
Hello Dosto Swagat hai aapka Hamare is post Mein Dosto Aaj ki
is post Mein Hum Aap Ko batane Wale Hain “Udyog Aadhar registration kya hai”
agar aap bhi Udyog Aadhar registration ke bare mein Jankari Jana chahte hain
toh aap bilkul sahi post padh rahe hain.
Udyog Aadhar registration kya hai Iske bare Mein Sabhi
Jankari jane ke liye is post ko Shuru Se Lekar end Tak pura padhe Taki aapko har
Jankari acche se samajh Aaye.
Agar aap ek Chhota Sa business Karte Hain To aap Udyog
Aadhar Ke antargat Apna registration karwa sakte hain aur ab online panjikaran
hone ki vajah Se Jyada Se Jyada log iska fayda Utha Sakenge.
Agar Aapko nahi pata ki Udyog Aadhar registration kya hota
hai aur Udyog Aadhar registration kaise kare to is post ko Shuru Se Lekar end
Tak pura Pade taki aapko Har Jankari aaj se samajh Aaye.
To chaliye Jante Hain Udyog Aadhar registration kya hota hai
aur Udyog Aadhar registration kaise karen.
Udyog Aadhar registration kya hai
Udyog Aadhaar registration un logo ke liye hota hai jo
business Karte Hain jinki business karne mein ruchi hoti hai yeh Bharat
government dwara Jari Kiya Gaya 12 number panjikaran sankhya Hai Jise prapt
karne ke liye pahle registration karna Hota Hai.
Registration karne ke bad 12 number ka ek registration
number hota hai jo business Aadhar ki shuruaat karne Ke Piche government ka
uddeshya tha ki Madhyamik aur Laghu business ko Jyada Se Jyada Labh pradan Kiya
Ja sake.
Udyog Aadhar registration document
Udyog Aadhaar registration karne ke liye aapko kuch
documents ki avashyakta hoti hai jo niche Bataye gaye hain.
Aapka Aadhar Card Jisme aapka mobile number link Hona jaruri
hai.
Bank khate ka statement
Business start karne ki date
Caste certificate hai to Jama kar sakte hain.
Niwas certificate or Jis Jagah prapt business start kar
rahe use Jagah Ka Pata.
Udyog Aadhaar registration kaise kare
Udyog Aadhaar registration karne ke liye niche Bataye Koi
process ko follow Karen.
Sabse pahle aap udyogaadhaar.gov.in website Par Jaye.
Uske baad Aap Ke Samne Ek new page open hoga usme Apna
Aadhar number likhe
Uske baad Naam enter Kare validate and generate OTP par
click Karen.
Uske baad aap ki registered mobile number Par Ek OTP aayega
OTP verification Karle.
Uske baad Aap Ke Samne Ek new page khulega Samajik varg Apna
varg select Karen gender main Apna gender select Karen.
Uske baad aapko apna business ka naam likhna hai Jise aap
registration karna chahte hain.
Uske baad aapko address Dena hoga. Aap ko apni company ka
address bharna Hai Jahan Par aap ki company ka office rahega.
Uske baad aapne business start karne ki date select karna
hai.
Uske baad agar aap ne pahle Apne avedan kiya hai to yes
select kare yeah fir N/A ko thik Karen.
Uske baad aapko apni bank details dena hai Jaise IFSC code
bank account number.
Uske baad aapko manufacturing ya service ke bare mein select
karna hai agar aap private banate hain to manufacture Karen aur service Dete
Hain To service ko select Karen.
Uske baad aapko investment ko select karna hai isme aapko
apni investment Lakhon Mein likhna hai apni business ki shuruaat 400000 ka
investment Karke karte hain to aapko 400000 likhNa Hai.
Uske baad captcha code enter Kare aur Submit par click
Karen.
Is Tarah Se aap Udyog Aadhar registration Badi aasani se kar
sakte hain.
Is post Mein Humne Dekha “Udyog Aadhar registration kaise
kare” aur Udyog Aadhar registration kya hai agar aapka is article se
related Koi Sawal hai to aap Hamein Neeche comment box Mein pooch sakte hain.
Is post ko aap apne doston ke saath social media par share
kar sakte hain taki yeh jankari unko bhi pata chal sake. aapko yeh post kaise
laga aap hame neeche comment me jarur bataye.
Agar aap Hamari website ke updates pana Chahte Hain To aap
Hamari website “onlinehelp2019” ko subscribe ya follow kar sakte hain.
Apna bahumulya Samay dene ke liye aapka bahut bahut dhanyavad.
Udyog Aadhar registration kya hai?
Reviewed by JALINDAR ALHAT
on
May 16, 2019
Rating:
